SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHARIYAT"
Nazm MATCHES FOR "KHariyaT"
Nazm
KHuda ka sawal
ye sabze ye phuulo.n-bharii kyaariyaa.n
ye panchhii ye u.Dtii hu.ii titliyaa.n
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
do ishq
KHairiyyat-e-jaa.n raahat-e-tan sehhat-e-daamaa.n
sab bhuul ga.ii.n maslihate.n ahl-e-havas kii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lenin
mai-KHaana kii buniyaad me.n aayaa hai tazalzul
baiThe hai.n isii fikr me.n piiraan-e-KHaraabaat
Allama Iqbal
Nazm
KHwab jo bikhar gae
KHuluus-e-be-shu.uur kii vo zuud-etabaariyaa.n
vo shauq-e-saada-lauh kii hasiin KHaam-kaariyaa.n
Amir Usmani
Nazm
o des se aane wale bata
nau-umr KHariidaar ab ki nahii.n
o des se aane vaale bataa
Akhtar Shirani
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
naala.nda tire uud kaa har taar azal se
tuu jins-e-mohabbat kaa KHariidaar azal se
Allama Iqbal
Nazm
kaniz
huzuur KHairiyat to hai huzuur kyuu.n KHamosh hai.n
huzuur boliye ki vasvase vabaal-e-hosh hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
kar gae kuch kahan
itne yuusuf to na the misr ke baazaar me.n bhii
jins is darja hai vaafir ki KHariidaar nahii.n
Ahmad Faraz
Nazm
taaruf
le ke niklaa huu.n guhar-haa-e-suKHan
maah o anjum kaa KHariidaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hinDola
ki jism to.D diye jaa.e.n un ke taaki mile
churaane vaalo.n ko KHairaat maagh-mele kii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nama-e-jaanan
dar-o-diivaar-e-KHaraabaat vahii hai.n lekin
na kahii.n qulqul-e-miinaa hai na gul-baa.ng-e-subuu
Ahmad Faraz
Nazm
wirsa
aur ye haq ko.ii taariiKH kii KHairaat nahii.n
tere aur mere rafiiqo.n ne lahuu de de kar