SEARCH RESULTS
Showing search results for "aniis"
Nazm MATCHES FOR "aniis"
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
kah do ki 'aniis' is kaa likhe.n marsiya-e-Gam
jannat se 'dabiir' aa ke pa.Dhe.n nauha-e-maatam
Rais Amrohvi
Nazm
hinDola
Thumak Thumak ke chale the gharo.n ke aa.ngan me.n
'aniis' o 'haalii' o 'iqbaal' aur 'vaaris-shaah'
Firaq Gorakhpuri
Nazm
mira-ji
ek tanhaa.ii rahii us kii aniis-e-zindagii
kaun jaane kaise kaise dukh vo tanhaa sah gayaa
Habib Jalib
Nazm
musafir-e-shab
tirii rahbar ufaq kii KHaamushii hai
aniis o ham-safar ik chaa.ndnii hai
Raabia Pinhan
Nazm
KHayal-e-KHatir-e-ahbab
KHilaaf-e-vaza.a ho bhuule se gar ye sher-e-'aniis'
sunaa.e 'saaz' ko.ii mere ham-nashiino.n ko
Abdul Ahad Saaz
Nazm
nara-e-urdu
yaad to ho.nge zamaane ko vo 'mehr' aur 'muniir'
yaad to ho.nge zamaane ko 'aniis' aur 'dabiir'
Izhaar Malihabadi
Nazm
marsiya kya hai
marsiye ke hai.n shaa.ir 'aniis'-o-'dabiir'
marsiye me.n nahii.n in kii ko.ii naziir
Hafiz Karnataki
Nazm
mir-anis
manzar-o-marsiya-o-razm-o-saraapaa kyaa kyaa
na likhaa miir-aniis aap ne tanhaa kyaa kyaa