SEARCH RESULTS
Showing search results for "baize"
Nazm MATCHES FOR "baize"
Nazm
jawab-e-shikwa
haath be-zor hai.n ilhaad se dil KHuugar hai.n
ummatii baa.is-e-rusvaa.i-e-paiGambar hai.n
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
hu.aa is tarah faash raaz-e-fara.ng
ki hairat me.n hai shiisha-baaz-e-fara.ng
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
mor-e-be-par haajate pesh-e-sulaimaane mabar
rabt-o-zabt-e-millat-e-baizaa hai mashriq kii najaat
Allama Iqbal
Nazm
hinDola
kahaaniyaa.n jo mai.n suntaa thaa apne bachpan me.n
mire liye vo na thii.n mahz baa.is-e-tafriih
Firaq Gorakhpuri
Nazm
black-out
ek pal Thahro ki us paar kisii duniyaa se
barq aa.e mirii jaanib yad-e-baizaa le kar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zalzala
KHuun-e-zardaar hii mazduur kii mazduurii hai
mai.n jo KHaamosh huu.n ye baa.is-e-majbuurii hai
Shakeel Badayuni
Nazm
iqbaal se ham-kalami
dil-shikasta ho ke farmaayaa mujhe ma.aluum hai
be-yad-e-baizaa hai piiraan-e-haram kii aastii.n
Shorish kashmiri
Nazm
mohabbat mein KHuda bhi mubtala hai
mohabbat baa.is-e-arz-o-samaa hai
mohabbat me.n KHudaa bhii mubtalaa hai
Naeem Zarrar Ahmad
Nazm
man ka haq
merii ne.amat merii daulat hai vahii ik mehrbaa.n
baa.is-e-rahmat hai vo mere liye jannat-nishaa.n
Murtaza Sahil Tasleemi
Nazm
adl-e-jahangiri
naKHvat-e-husn se begam ne ba-sad-naaz kahaa
merii jaanib se karo arz ba-aa.iin-e-hasan
Shibli Nomani
Nazm
hind ke jaan-baz sipahi
sar-ba-kaf hind ke jaa.n-baaz-e-vatan la.Dte hai.n
teG-e-nau le saf-e-dushman me.n ghuse pa.Dte hai.n
Barq Dehlvi
Nazm
hujum-e-girya
kabhii na rokaa thaa ham ko suuraj ke chobdaaro.n ne qasr-e-baizaa ke daaKHle se
vahii to ham hai.n
Ali Akbar Natiq
Nazm
dawat-e-fikr
fikr-e-suqraat hai ki zahr kaa ghuu.nT
baa.is-e-umr-e-jaavedaa.n socho
Shakeb Jalali
Nazm
haar jit
shaa.erii hii nahii.n kuchh baa.is-e-izzat mujh ko
aur bahut kuchh hasad o rashk ke asbaab me.n hai