SEARCH RESULTS
Showing search results for "barg-e-gul-e-tar"
Nazm MATCHES FOR "barg-e-gul-e-tar"
Nazm
gul-e-tar
ai gul-e-tar kis qadar dilkash hai nazzaara tiraa
haamil-e-husn-e-azal hai qalb-e-sii-paara tiraa
Shameem Farooq Banspari
Nazm
Khaaliq-e-gul-e-tar ki yaad mein
hai gulistaa.n magar vo gul-e-tar nahii.n
ab sahaaraa hai ik yaad-e-maKHduum kaa
Farooq Shakeel
Nazm
parwin-shakir
bahaar-e-husn javaa.n-marg suurat-e-gul-e-tar
misaal-e-KHaar magar umr-e-dard-e-ishq daraaz
Ali Sardar Jafri
Nazm
tah-e-nujum
chhalak rahii hai javaanii har ik bun-e-muu se
ravaa.n ho barg-e-gul-e-tar se jaise saill-e-shamiim
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ya bagh mein khilta hai dam-e-subh ghul-e-tar
yaa baaG me.n khiltaa hai dam-e-sub.h Gul-e-tar
kyaa kyaa use hote nahii.n e'zaaz mayassar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
inqalab
vo kaarvaan-e-gul-e-taaza jis ke muzhde se
dimaaG-e-ishq mo.attar hai aur fazaa maamuur
Khurshidul islam
Nazm
aazadi
mirii sadaa hai gul-e-sham-e-shaam-e-aazaadii
sunaa rahaa huu.n dilo.n ko payaam aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
gul
ai gul-e-naazuk-adaa, ai KHanda-e-sub.h-e-chaman
chuumtii hai tere ho.nTo.n ko nasiim-e-mushk-e-tan
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
qalam
tuu khilaataa hai na.e gul jo ravaa.n hotaa hai
rang ye shaaKH-e-gul-e-tar me.n kahaa.n hotaa hai
Master Basit Biswani
Nazm
nazr-e-nanak
qasr-e-tauhiid kaa ik burj-e-munavvar tuu hai
gulshan-e-haq ke liye buu-e-gul-e-tar tuu hai
Moazzam Ali Khan
Nazm
ujale ki lakir
ab ke taz.iin-e-chaman hogii lahuu kii surKHii
fasl-e-gul ab ke na.e jalve bikheregii yahaa.n
Noor -e-Shama Noor
Nazm
gulha-e-aqidat
aarzuu me.n terii ai gul-posh shahzaadii na puuchh
kaise aalam-taab sardaaro.n ke sar jaate rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
pasban-e-haram-e-gul ki tarah
zar-pairahanii kii garmii-e-tam’ ke baGair
apne siine me.n chhupaa.e