SEARCH RESULTS
Showing search results for "baseraa"
Nazm MATCHES FOR "baseraa"
Nazm
is waqt to yun lagta hai
shaaKHo.n me.n KHayaalo.n ke ghane pe.D kii shaayad
ab aa ke karegaa na ko.ii KHvaab baseraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hitch-hiker
aisii be-naam masaafat ho to manzil kaisii
ko.ii bastii ho baseraa hii nahii.n kar saktaa
Ahmad Faraz
Nazm
o des se aane wale bata
saayo.n kaa baseraa hotaa hai
baaGo.n kii ghanerii shaaKHo.n me.n
Akhtar Shirani
Nazm
barsat ki bahaaren
gaatii hai giit ko.ii jhuule pe kar ke pheraa
maaro jii aaj kiijiye yaa.n rain kaa baseraa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
munajat-e-bewa
baas hai terii phuul aur phal me.n
har dil me.n hai teraa baseraa
Altaf Hussain Hali
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
mire hii mutavaazii chal rahe hai.n
mai.n har havaa.ii-jahaaz kaa aaKHirii baseraa
Noon Meem Rashid
Nazm
meri shaeri
baseraa KHas-o-KHaar-o-KHaashaak par hai
magar haath har KHosha-e-taak par hai
Hafeez Jalandhari
Nazm
andesha
sandalii.n jism kii KHushbuu se mahaktii hu.ii raat
mujh se kahtii hai yahii.n aaj baseraa kar le
Qateel Shifai
Nazm
ye basti meri basti hai
amruud aur shahtuut ke pe.Do.n kii vo shaaKHe.n
ki jin par mere bachpan kaa baseraa thaa
Ishrat Afreen
Nazm
ek adhuri dastan
magar pahu.nche hu.e darvesh ne ye bhed kholaa hai
baseraa us kaa ab hai chaa.ndnii ke kunj
Abu Bakr Abbad
Nazm
luDhakta patthar
jis ne KHud aa ke TaTolaa thaa mire siine ko
le liyaa Gair ke pahluu me.n baseraa us ne
Qateel Shifai
Nazm
nind se chaunko
go ki abhii tak kuchh hai a.ndheraa
chi.Diyaa.n lene aa.ii.n baseraa
Shad Azimabadi
Nazm
bulbul
rahegaa yuu.nhii baseraa chaman chaman teraa
tiraa jahaan hai baalaa jahaan-e-insaa.n se
Majnoon Gorakhpuri
Nazm
chizon ke andar jhankne ki koshish
ek gahre aur pur-asraar sukuut ne baseraa kar liyaa
ab mai.n is sukuut kii mezbaanii kartii huu.n
Janan Malik
Nazm
karachi
ra.iis apnii jhuggii me.n tho.Dii jagah de.n
to ham bhii yahaa.n kar sake.nge baseraa