SEARCH RESULTS
Showing search results for "bayaan-e-dard-e-firaaq"
Nazm MATCHES FOR "bayaan-e-dard-e-firaaq"
Nazm
zindan ki ek sham
lahlahaate hai.n jis tarah dil me.n
mauj-e-dard-e-firaaq-e-yaar aa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
katik ka chand
kis se is dard-e-judaa.ii kii shikaayat kahiye
yaa.n to siine me.n niystaa.n kaa niystaa.n hogaa
Ibn e Insha
Nazm
darwaza khula rakhna
dil dard kii shiddat se KHuu.n-gashta o sii-paara
is shahr me.n phirtaa hai ik vahshii-o-aavaara
Ibn e Insha
Nazm
ye kaun aaya
KHaakistar-e-dil ko hai phir shola-ba-jaa.n honaa
hairat kaa jahaa.n honaa hasrat kaa nishaa.n honaa
Ibn e Insha
Nazm
saneha
dard-o-Gam-e-hayaat kaa darmaa.n chalaa gayaa
vo KHizr-e-asr-o-iisa-e-dauraa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jugnu
ye nazm mai.n tire qadmo.n me.n Daal duu.n kaise
nava-e-dard se kuchh jii to ho gayaa halkaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ajab tha dasht-e-bala ka manzar
kare.nge iz.haar ahd-e-rafta kii bekalii kaa
miTegaa dard-e-firaaq uj.Dii suhaagano.n kaa
Zaheer Kashmiri
Nazm
sham-e-ayaadat
abhii to merii shaa.erii haqiiqate.n luuTaa.egii
abhii mirii sadaa-e-dard ik jahaa.n pe chhaa.egii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hinDola
ki jin kii oT chamaktaa thaa dard-e-insaanii
ye vaardaat nahii.n razmiyye hayaat ke the
Firaq Gorakhpuri
Nazm
judai
a.ndherii hai mirii duniyaa luTii-luTaa.ii hu.ii
pahu.nch sakegii bhii tujh tak mirii navaa-e-firaaq
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aazadi
hamaare siine me.n sho.ale bha.Dak rahe hai.n 'firaaq'
hamaarii saa.ns se raushan hai naam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jo mera tumhaara rishta hai
likhaa gayaa hai bahut lutf-e-vasl o dard-e-firaaq
magar ye kaifiyat apnii raqam nahii.n hai kahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ghaalib
bayaan-e-'Gaalib'-e-ra.ngii.n-navaa hai
qalam shaa.ir kaa sajde me.n jhukaa hai
Rifat Sarosh
Nazm
KHun-e-tamanna
sa.D chuke is ke anaasir haT chukaa soz-e-hayaat
ab tujhe fikr-e-ilaaj-e-dard-e-insaa.n hai to kyaa
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
gurez
dha.Daktaa hai dil ab bhii raato.n ko lekin
vo nauha-gar-e-dard-e-hijraa.n nahii.n mai.n