SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghutan"
Nazm MATCHES FOR "ghutan"
Nazm
bahut ghuTan hai
bahut ghuTan hai ko.ii suurat-e-bayaa.n nikle
agar sadaa na uThe kam se kam fuGaa.n nikle
Sahir Ludhianvi
Nazm
ghuTan
jii me.n aataa hai ki is kaan se suuraaKH karuu.n
khii.nch kar duusrii jaanib se nikaaluu.n us ko
Gulzar
Nazm
mardana kamzori
jab kisii ne use mustarad kar diyaa
mere siine me.n yak-dam ghuTan bhar ga.ii
Shoaib Kiani
Nazm
tohfa
apne siine kii ghuTan apnii umiido.n kaa kafan
jaada-e-ziist pe bikhre hu.e kaa.nTo.n kii chubhan
Khursheed Alig
Nazm
ehsas
merii aa.nkho.n me.n hai be-KHvaabii ke nashtar chubhan
har taraf tiira-shabii, har taraf ek ghuTan
Iftikhar Aazmi
Nazm
shaKH-e-adam
jo ghuTan ban ga.e hai.n saa.ns lene ke amal me.n
magar tuu kahaa.n hai piir-daanaa
Injila Hamesh
Nazm
anar kali
tere aas paas kis qadar ghuTan hai
terii KHushbuu kyaa kabhii kisii ko aatii hogii
Asima Tahir
Nazm
aaKHri KHat
shiddat-e-karb me.n Duube hu.e lamho.n kii ghuTan
lauT aa.ii hai jo maazii kaa jharokaa TuuTaa
Ali Asghar
Nazm
sisakti mazlumiyat ke nam
ajiib dahshat baras rahii hai
ajab ghuTan hai ajab ta.affun
Tariq Qamar
Nazm
zaKHmi KHwabon ki tisri duniya
jis kaa baap faaqe se mar gayaa
aur maa.n beva-KHvaabo.n kii ghuTan se