SEARCH RESULTS
Showing search results for "goyaa"
Nazm MATCHES FOR "goyaa"
Nazm
ek aarzu
duniyaa kii mahfilo.n se uktaa gayaa huu.n yaa rab
kyaa lutf anjuman kaa jab dil hii bujh gayaa ho
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
'iqbaal' kaa taraana baa.ng-e-daraa hai goyaa
hotaa hai jaada-paimaa phir kaarvaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
gard-e-ayyaam kii tahriir ko dhone ke liye
tum se goyaa ho.n dam-e-diid jo merii palke.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
heart-attack
har bun-e-muu se Tapaknaa chaahaa
aur kahii.n duur tire sahn me.n goyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
rafta o haazir ko goyaa paa-ba-paa is ne kiyaa
ahd-e-tiflii se mujhe phir aashnaa is ne kiyaa
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
zan bachche rote hai.n goyaa naanii guzar ga.ii
ham-saaya puuchhte hai.n ki kyaa daadii mar ga.ii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ramayan ka ek scene
dil ko sa.nbhaaltaa hu.aa aaKHir vo naunihaal
KHaamosh maa.n ke paas gayaa suurat-e-KHayaal
Chakbast Braj Narayan
Nazm
apni malka-e-suKHan se
har mauj-e-ra.g-e-qaamat-e-gul-rez ram me.n hai
goyaa sharaab-e-tund bilorii.n qalam me.n hai
Josh Malihabadi
Nazm
hubb-e-watan
terii duurii hai morid-e-aalaam
tere chhuTne se chhuT gayaa aaraam
Altaf Hussain Hali
Nazm
zindan ki ek subh
goyaa phir KHvaab se bedaar hu.e dushman-e-jaa.n
sang-o-faulaad se Dhaale hu.e jinaat-e-giraa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nura
vo ik aasmaanii farishta thii goyaa
ki andaaz thaa us me.n jibra.iil kaa saa