SEARCH RESULTS
Showing search results for "guzarne"
Nazm MATCHES FOR "guzarne"
Nazm
kabhi kabhi
guzarne paatii to shaadaab ho bhii saktii thii
ye tiirgii jo mirii ziist kaa muqaddar hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
nisar main teri galiyon ke
magar guzaarne vaalo.n ke din guzarte hai.n
tire firaaq me.n yuu.n sub.h o shaam karte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dost sach much bahut zaruri hain
zindagii ko guzaarne ke liye
vaqt kaa zahr maarne ke liye
Shakeel Jamali
Nazm
be-chaargi
gumaa.n guzarne lagaa ham kha.De hai.n sahraa me.n
fareb khaane kii jaa rah ga.ii, na sapne rahe
Akhtarul Iman
Nazm
fareb
maut aazaad hai laasho.n pe guzarne ke liye
chor-baazaaro.n me.n bad-shakl chu.Dailo.n kii tarah
Ali Sardar Jafri
Nazm
ek aam si laDki
jahaa.n pe phuul to kyaa dil bujhe hu.e ho.nge
guzarne vaalii hai vo in hasiin raaho.n se
Naresh Kumar Shad
Nazm
hum
zamiin ahl-e-zamiin aflaak ahl-e-aflaak
apnii apnii mu.ayyana saa.ato.n me.n aise guzar rahe hai.n
Zia Jalandhari
Nazm
baada-e-nim-ras
be-KHayaalii me.n nashebo.n se guzarne vaalii
farsh hamvaar se uljhe.nge qadam rah rah kar
Saifuddin Saif
Nazm
tumhaara shahr
ko.ii aziim janaaza guzarne vaalaa hai
havaa me.n naala-o-fariyaad kii hai kaifiyat
Ali Sardar Jafri
Nazm
din guzarta nazar nahin aata
din guzartaa nazar nahii.n aataa
raat kaaTe nahii.n kaTtii
Meena Kumari Naz
Nazm
safar-e-aKHir-e-shab
ki ai firaaq kii raate.n guzaarne vaalo
KHumaar-e-aaKHir-e-shab kaa mizaaj kaisaa thaa
Mustafa Zaidi
Nazm
faisla
zindagii jaise guzartii hai guzar jaane duu.n
chand lamho.n me.n guzarne ko hai ha.ngaama-e-shab
Akhtarul Iman
Nazm
baada-e-nim-ras
be-KHayaalii me.n nashebo.n se guzarne vaalii
farsh-e-hamvaar se uljhe.nge qadam rah rah kar