SEARCH RESULTS
Showing search results for "hasrat-e-khas-khaana-o-barfaab"
Nazm MATCHES FOR "hasrat-e-khas-khaana-o-barfaab"
Nazm
tamir
zindagii hasrat-e-KHas-KHaana-o-barfaab sahii
kuchh dahakte hu.e sho.alo.n kii tamannaa bhii to hai
Mustafa Zaidi
Nazm
pas che-bayad-kard
aur ab sochte hai.n shaam-o-sahar sochte hai.n
KHvaab-e-KHas-KHaana-o-barfaab se vo aag bhalii
Iftikhar Arif
Nazm
tu
KHaana-e-dil me.n usii pyaar bhare KHat kii tarah
hasrat-e-chashm mirii tujh me.n simaT jaatii hai
Vinod Kumar Tripathi Bashar
Nazm
KHuda
jo banaa de hazrat-e-aadam ko murda KHaak se
kar de jo aaraasta be-jaa.n ko ruuh-e-paak se
Misdaque Azmi
Nazm
KHan-e-matruk
darvaaze ke shiisho.n se lagii hai.n aa.nhke.n
har goshe me.n maazii kii kamii.n-gaahe.n hai.n
Muneebur Rahman
Nazm
hairat-KHana-e-imroz
ab ko.ii phuul mire dard ke dariyaa me.n nahii.n
ab ko.ii zaKHm mire zehn ke sahraa me.n nahii.n
Ahmad Zafar
Nazm
qila-e-akbarabad
vo baargah-e-KHaas kii paakiiza imaarat
taabaa.n the jahaa.n nayyar-e-shaahii-o-vazaarat
Ismail Merathi
Nazm
lucknow
maazii kii tajallii se maamuur ye kaashaana
ehsaas-e-musalmaa.n ko kar detaa hai diivaana
Shameem Farooq Banspari
Nazm
nargis-e-mastana
apnaa hii saa ai nargis-e-mastaana banaa de
mai.n jab tujhe jaanuu.n mujhe diivaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
be-nang-o-nam
tum yuu.nhii zid me.n hu.e KHaak-e-dar-e-mai-KHaana
mujh ko ye zom ki mai.n ne tumhe.n Tokaa kab thaa
Shaz Tamkanat
Nazm
ishwar pararthna
ai hamaare kibriyaa tuu KHaaliq-o-ma.abuud hai
hast hai tuu niist me.n maaduum me.n maujuud hai