SEARCH RESULTS
Showing search results for "husn-o-jamaal-e-yaar"
Nazm MATCHES FOR "husn-o-jamaal-e-yaar"
Nazm
Tipu ki aawaz
phiikaa hai jis ke saamne aks-e-jamaal-e-yaar
azm-e-javaa.n ko mai.n ne vo Gaaza ataa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
id
ai jamaal-e-dost terii diid honii chaahiye
Gam-zado.n kii bhii to aaKHir iid honii chaahiye
Maikash Akbarabadi
Nazm
eid
ai jamaal-e-dost terii diid honii chaahiye
Gam-zado.n kii bhii to aaKHir eid honii chaahiye
Maikash Hyderabadi
Nazm
pichhle-pahar ke sannaTe mein
aa.iino.n me.n husn-e-shikasta dekh rahii hai
kitne chehre TuuTe TuuTe
Ibn e Insha
Nazm
ye kaun aaya
KHvaabo.n ke gulistaa.n kii KHush-buu-e-dil-aaraa hai
yaa sub.h-e-tamannaa ke maathe kaa sitaaraa hai
Ibn e Insha
Nazm
agar yahi hai shaeri to shaeri haram hai!
jamaal-e-yaar-o-juu.ebaar-o-jaam par nigaah hai
ba-naam-e-bandagii butaan-e-baam par nigaah hai
Mohsin Bhopali
Nazm
ganga ashnan
tere pahluu me.n hai ik doshiiza-e-husn-o-jamaal
jis kii tasviir-e-javaanii ik saraapaa nuur hai
Saqib Kanpuri
Nazm
b amman se KHitab
aa 'jamaal'-e-zaar ko bhii raazdaar-e-dil banaa
zindagii is kii bhii ik barq-e-dil-e-bismil banaa
Bilqees Jamal Barelwi
Nazm
jamal
jamaal-e-yaar latiif aarzuu hai us se latiif
ye aa.ii hai na vo aa.egaa harf-e-saada me.n
Masud Husain Khan
Nazm
jamal
jamaal-e-yaar latiif aarzuu hai us se latiif
ye aa.ii hai na vo aa.egaa harf-e-saada me.n
Masud Husain Khan
Nazm
sehre ki laDi
aaj yaktaa ho gayaa hai pyaar kaa husn-o-jamaal
aaj saabit ho gayaa hai zindagii sehre me.n hai
Sardar Panchhi
Nazm
gham-e-jamhur
ba-ii.n yaqiin o ba-ii.n etiqaad-e-husn-e-yaqii.n
abhii to aa.egaa vo ahd-e-KHuu.n-chakaa.n ik din
Masood Akhtar Jamal
Nazm
faza-e-hairat
'jamaal' hairaan-o-pur-tahayyur hai husn-e-duniyaa fazaa-e-hairat