SEARCH RESULTS
Showing search results for "jang e azadi aur shora"
Nazm MATCHES FOR "jang e azadi aur shora"
Nazm
mir-e-karwan
tere istiqlaal par saaraa zamaana dang thaa
jang-e-aazaadii ke la.Dne kaa niraalaa Dhang thaa
Takmiil Rizvi Lakhnavi
Nazm
mir-e-karwan
tere istiqlaal par saaraa zamaana dang thaa
jang-e-aazaadii ke la.Dne kaa niraalaa Dhang thaa
Takmiil Rizvi Lakhnavi
Nazm
maulana abul-kalam ka janaza dekh kar
vo imaam-ul-hind vo mard-e-KHudaa ruKHsat hu.aa
jang-e-aazaadii kaa apnii peshvaa ruKHsat hu.aa
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
tagore
jang-e-aazaadii kaa ik sachchaa alam-bardaar bhii
mard-e-kaamil thaa vo goyaa phuul bhii talvaar bhii
D. Raj Kanwal
Nazm
intizar
muzhda-e-amn-o-amaa.n sulh kaa paiGaam hai kyaa
jang-e-aazaadii-e-insaa.n kaa sar-anjaam hai kyaa
Fazlurrahman
Nazm
jaliyan-wala bagh
jang-e-aazaadii kii zinda yaadgaar
aastaa.n par tere sajde laakh baar
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
leo tolstoy
Gaaziyaan-e-jang-e-aazaadii kaa sab likkhaa bayaa.n
phir diyaa paiGaam un ko the jo miir-e-kaarvaa.n
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
shahidan-e-azadi
mulk me.n kholaa unho.n ne jang-e-aazaadii kaa baab
saamraajii zulm jis se ho gayaa phir be-naqaab
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
jugnu
jo kuchh na hogii to hogii qariib chhiyaanve saal
chhi.Dii thii hind me.n jab pahlii ja.ng-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
yaum-e-azadi
nazar-navaaz hai ra.ng-e-bahaar-e-aazaadii
har ek zarra hai aa.iina-daar-e-aazaadii
Siraj Lakhnavi
Nazm
jashn-e-azadi
bhiigii aa.nkhe.n kahii.n aur bhi.nchii muTThiyaa.n hai.n kahii.n
ho.nT daa.nto.n tale
Faisal Azeem
Nazm
aazadi
banaa.e.nge na.ii duniyaa kisaan aur mazduur
yahii sajaa.e.nge diivaan-e-aam-e-aazaadii