SEARCH RESULTS
Showing search results for "jh nhi he to karo aur vo log in to the ki wo sab"
Nazm MATCHES FOR "jh nhi he to karo aur vo log in to the ki wo sab"
Nazm
aao chalen us khanDar mein
jo arsa pahle TuuT gayaa
kuchh yaade.n un me.n baaqii hai.n
Asra Rizvi
Nazm
zamin un ke liye phul khilati hai
jab aag jalii naaf ke niiche to zamii.n phail ga.ii
aag jalii aur badan phail ga.e
Abbas Athar
Nazm
ahad-nama-e-imroz
aur phir yuu.n hu.aa
din kaa uglaa pahar sabz zaituun kii chhaa.nv me.n kaaT kar
Aziz Qaisi
Nazm
janm janm ki kahani
kuchh din pahle tak mai.n kabuutar thii
aa.nkhe.n band kar ke sochtii
Farkhanda Nasreen Hayat
Nazm
kahi an-kahi
lafz tasviire.n banaate tire ho.nTo.n se uThe the lekin
dekhte dekhte tahliil hu.e
Zia Jalandhari
Nazm
pahli barf-bari
niilguu.n abr chhaTaa
surma.ii shaam ke suuraj kii tilaa.ii kirne.n
Zuhoor Nazar
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
motii ho ki shiisha jaam ki dur
jo TuuT gayaa so TuuT gayaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ram
aa.iina-e-KHuluus-o-mohabbat yahaa.n the raam
amn aur shaa.ntii kii zamaanat yahaa.n the raam
Rahbar Jaunpuri
Nazm
saman diwali ka
har ik makaa.n me.n jalaa phir diyaa divaalii kaa
har ik taraf ko ujaalaa hu.aa divaalii kaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
mehman-e-KHosusi
ek din hazrat-e-haafiz ne ye dekhaa manzar
tauq-e-zarrii.n se muzayyan hai hama gardan-e-KHar
Raza Naqvi Vahi
Nazm
hubb-e-watan
ai sip.har-e-barii.n ke sayyaaro
ai fazaa-e-zamii.n ke gul-zaaro