SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaliim-e-tuur-e-siinaa"
Nazm MATCHES FOR "kaliim-e-tuur-e-siinaa"
Nazm
himala
ek jalva thaa kaliim-e-tuur-e-siinaa ke liye
tuu tajallii hai saraapaa chashm-e-biinaa ke liye
Allama Iqbal
Nazm
mohabbaton ka ye tur-e-sina
mohabbato.n kaa ye tuur-e-siinaa
bhaTakte rahne kaa raasta hai
Najma Shaheen Khosa
Nazm
nazar
nazar ke jaaduu se jism patthar
nazar ke pur-taab nuur se koh-e-tuur-e-siinaa bhii reza reza
Ejaz Farooqi
Nazm
shair ki duniya
fitrat hai paak terii hai qalb-e-tuur-e-siinaa
tuu nuur-e-sarmadii kii hai jhalkiyaa.n dikhaataa
Ameer Aurangabadi
Nazm
saqi-nama
dil-e-tuur-e-siinaa-o-faaraan do-niim
tajallii kaa phir muntazir hai kaliim
Allama Iqbal
Nazm
watan
mirii nigaaho.n me.n vaq.at hai tuur-e-siinaa kii
mirii nigaaho.n me.n azmat hai arsh-e-aalii kii
Qaisar Amravatwi
Nazm
sar-e-wadi-e-sina
phir dil ko musaffaa karo, is lauh pe shaayad
maabain-e-man-o-tuu nayaa paimaa.n ko.ii utre
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pahla jashn-e-azadi
Gulaamii KHaak-basar hai huzuur-e-aazaadii
har ek qasr hai ik baam-e-tuur-e-aazaadii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
insan ki fariyaad
is justujuu me.n mai.n ne kii sair-e-tuur-o-aiman
parbat ko ghar banaayaa jangal se lau lagaa.ii
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
do-aba bast jalandhar
gosha gosha teraa nuur-e-ilm se ma.amuur hai
zarra zarra haamil-e-nuur-e-charaaG-e-tuur hai
Arsh Malsiyani
Nazm
jawani
KHvaabiida the jazbaat badalne lage karvaT
ruu-e-sharar-e-tuur se ha.Tne lagaa ghuu.ngat
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
nanha ghasib
mire ghar kii devii ke baalaa-e-siina
khilaa hai mohabbat kaa taaza ka.nval
Azmatullah Khan
Nazm
shama
vo din ga.e ki qaid se mai.n aashnaa na thaa
zeb-e-daraKHt-e-tuur miraa aashiyaana thaa