SEARCH RESULTS
Showing search results for "khuddaar"
Nazm MATCHES FOR "khuddaar"
Nazm
jawab-e-shikwa
shukr shikve ko kiyaa husn-e-adaa se tuu ne
ham-suKHan kar diyaa bando.n ko KHudaa se tuu ne
Allama Iqbal
Nazm
ban-bas
haa.e un ko bhii KHabar kyaa ki vo ik zaKHm-nasiib
zindagii ke liye niklaa thaa jo raahii ban kar
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
pand-nama
mastiyo.n me.n hai taab-e-jalva-e-maah
aur siyah mastiyaa.n KHudaa kii panaah
Josh Malihabadi
Nazm
mirza ghaalib
KHuun-e-jazbaat se shaadaab kiyaa baaG-e-suKHan
fitratan shaa.er-e-KHuddaar the mirzaa 'Gaalib'
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
jazbaat-e-aftab
phir zaruurat hai javaa.n mardo.n kii ai maadar-e-hind
raanaa-prataap se KHuddaar bashar paidaa kar
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
mini-bus ka safar
bus me.n misaal-e-shaaKH-e-samar jhuk ga.e the log
KHuddaar o sar-buland the par jhuk ga.e the log
Khalid Irfan
Nazm
fankar
ik tiraa shaa.er-e-KHuddaar nahii.n bik saktaa
merii mahbuub tiraa pyaar nahii.n bik saktaa
Sabir Dutt
Nazm
shair
ai mire dil tujhe us tarah dh.Daknaa hogaa
ye sipaahii ye mire desh ke KHuddaar javaa.n
Rifat Sarosh
Nazm
KHuddari
siina-e-shaa.ir me.n pinhaa.n jazba-e-KHuddaar hai
aa.nkh bhii raushan hai merii ruuh bhii bedaar hai
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
shair ki duniya
fazaa-e-qudrat-e-haq me.n sadaa aabaad hotaa hai
KHudaa kii qudrato.n ko dekh kar dil shaad hotaa hai
Narayan Das Puri
Nazm
ban-bas
haa.e un ko bhii KHabar kyaa ki vo ik zaKHm-nasiib
zindagii ke liye niklaa thaa jo raahii ban kar
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
ek haqiqat
kise marg-e-'bismil' kaa ehsaas hogaa
vo bekas bhii thaa aur KHud.daar bhii thaa
Bismil Dehlavi
Nazm
fareb aur fareb ke darmiyan
terii KHud.daar tabii'at kaa taqaazaa hai yahii
aaj kii raat ye maa'luum hu.aa
Mohammad Shamimuzzaman
Nazm
saza
tum jis zamiin par ho mai.n us kaa KHudaa nahii.n
pas sar-ba-sar aziyyat o aazaar hii raho