SEARCH RESULTS
Showing search results for "lautii"
Nazm MATCHES FOR "lautii"
Nazm
do ishq
vaapas nahii.n pheraa ko.ii farmaan junuu.n kaa
tanhaa nahii.n lauTii kabhii aavaaz jaras kii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hijrat ki nazm
palak ke jhapakte ka.ii saal biite
mai.n vaapas jo lauTii to mai.n ne ye dekhaa
Shaheen Mufti
Nazm
badnam ho raha hun
bastii kii la.Dkiyo.n me.n badnaam ho rahaa huu.n
kheto.n se lauTtii hai.n jab din chhupe makaa.n ko
Akhtar Shirani
Nazm
man
mire savaalo.n ke saare javaab le aa.ii
chalii ga.ii thii magar lauTii phir se KHvaab me.n maa.n
Azra Parveen
Nazm
ghar ki raunaq
dukaane.n lauTii ga.ii.n raah-giir maare ga.e
gharo.n me.n aag lagii tifl o piir maare ga.e
Raza Naqvi Vahi
Nazm
kaisi uftad paDi
har ko.ii nauha-kunaa.n thaa ki puraanii sadiyaa.n
buu.Dhii tahziib ko dafnaa ke abhii lauTii hai.n
Faisal Hashmi
Nazm
kis se mohabbat hai
qadam par loTtii hai azmat-e-taaj-e-sulaimaanii
azal se mo'taqid hai mahfil-e-nuuraaniyaa.n us kii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kahin kuchh jal raha hai
aasmaan kaa rang niilaa thaa
pariyaa.n koh-e-qaaf se du.aa.e.n le kar lauTii thii.n