SEARCH RESULTS
Showing search results for "ma.asuuma-e-hayaat"
Nazm MATCHES FOR "ma.asuuma-e-hayaat"
Nazm
jang
ma.asuuma-e-hayaat kii bechaargii to dekh
dast havas se husn kii Gaarat-garii to dekh
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
der ho gai
shiiriini-e-lataafat-o-aaraa.ish-e-hayaat
aur kyaa hu.e vo naaz-o-nazaakat ke shaahkaar
Faheem Shanas Kazmi
Nazm
sada-kar
vo shanshah ho ki daryuuza-gar-e-raah-e-hayaat
apne kirdaar ke ausaaf liye
Mohsin Ehsan
Nazm
husn-e-sar-e-rah
fareb-KHurda-e-bazm-e-hayaat huu.n ya.anii
mirii nigaah se ab ye hijaab uThaataa jaa
Jauhar Nizami
Nazm
KHushbu ki maut
qadiir-e-maut-o-hayaat tuu hai
ki KHaaliq-e-kaa.enaat tuu hai
Rafia Shabnam Abidi
Nazm
qatra jhil samundar
magar mai.n phir bhii Dartaa huu.n
ki ye sukuun saa.at-e-fatiila-e-hayaat hai
Mubarak Ahmad
Nazm
kahan hai aa ja
muntashir hone lagii anjuman-e-naaz-e-hayaat
ban gayaa KHvaab har ik manzar-e-aaGaaz-e-hayaat
Shakeel Badayuni
Nazm
harf-e-aKHir
ye aadmii kii guzargaah-e-shaahraah-e-hayaat
hazaaro.n saal kaa baar-e-garaa.n uThaa.e hu.e
Ali Sardar Jafri
Nazm
aap-biti
chhap ga.e hai.n mirii nazro.n se KHad-o-KHaal-e-hayaat
har taraf abr ghaneraa nazar aataa hai mujhe
Qateel Shifai
Nazm
mera safar qadam qadam
kaar-e-gah-e-hayaat me.n rakh le KHud apnii aabruu
teraa maqaam-e-bandagii kaam hai teraa aarzuu
Meer Yaseen Ali khan
Nazm
ye sar-zamin-e-watan
ye sar-zamiin-e-kitaab-e-hayaat jis ko kahe.n
kitaab hii nahii.n taariiKH hai ma.iishat kii
Rifat Sarosh
Nazm
26 january
har kuucha sho'la-zaar hai har shahr qatl-gaah
yak-jehtii-e-hayaat ke aadaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
zamin ka qarz
utartii jaatii hai baam-o-dar-e-hayaat se dhuup
bichha.Dte jaate hai.n ek ek kar ke yaar mire