SEARCH RESULTS
Showing search results for "majaal"
Nazm MATCHES FOR "majaal"
Nazm
shikast-e-tauba
piitaa baGair izn ye kab thii mirii majaal
dar-parda chashm-e-yaar kii shah paa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
ne majaal-e-shikva hai ne taaqat-e-guftaar hai
zindagaanii kyaa hai ik tauq-e-guluu-afshaar hai
Allama Iqbal
Nazm
apni malka-e-suKHan se
tujh se nazar milaa.e ye kis kii bhalaa majaal
tere qadam kaa naqsh hasiino.n ke KHadd-o-KHaal
Josh Malihabadi
Nazm
inqalab
tujhe bhii apnii tarah paa-e-band-e-naala-o-aah
yuu.n hii majaal-e-tbaah-o-KHaraab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
biwiyan
samjhaa.e kaun aise me.n kis kii hai ye majaal
is shor-o-Gul me.n shaa.erii karnaa bhii hai muhaal
Nashtar Amrohvi
Nazm
adl-e-faruqi ka ek namuna
chaadare.n maal-e-Ganiimat me.n jo ab ke aa.ii.n
sehan-e-masjid me.n vo taqsiim hu.ii.n sab ke huzuur
Shibli Nomani
Nazm
mahatma-gandhi
ko.ii bataa.e to yuu.n dekh-bhaal kis kii hai
jo us se baat kare ye majaal kis kii hai
Bismil Allahabadi
Nazm
hum
barg-o-KHas kii taab-o-majaal kyaa hai
numu-e-Guncha me.n us kaa apnaa kamaal kyaa hai
Zia Jalandhari
Nazm
saz-e-suKHan bahana hai
mai.n apnaa aks dekh luu.n mai.n apnaa ism soch luu.n
nahii.n mirii majaal bhii
Ada Jafarey
Nazm
kachhwa aur KHargosh
tuu kare merii ham-sarii kaa KHayaal
terii ye taab ye sakat ye majaal
Ismail Merathi
Nazm
ek din ki baadshahi
kis kii majaal un kii zid Taal jaa.e ko.ii
mummy kii ye dulaarii ye jaan paapaa jii kii
Bilqis Zafirul Hasan
Nazm
nai paud
kyaa majaal us vaqt tak ye so sake.n
jab talak ammii kii ghu.Dkii sun na le.n
Aale Ahmad Suroor
Nazm
himala se do do baaten
bhalaa majaal kahaa.n mujh se be-zabaano.n kii
ki mu.nh se baat kahuu.n kuchh falak nishaano.n kii
Jigar Barelvi
Nazm
intellectual
har baat me.n kahii.n kaa havaala zaruur thaa
is se Garaz na thii ki havaala ho bar-mahal
Raza Naqvi Vahi
Nazm
murghabi
u.D sake be-badraqa tuu ye kahaa.n terii majaal
ko.ii taaqat hai magar terii muqarrar rahnumaa
Suroor Jahanabadi
Nazm
bachchon se KHitab
rok le raasta mashiyyat kaa
kis kii taaqat hai aur kis kii majaal