SEARCH RESULTS
Showing search results for "manko.n"
Nazm MATCHES FOR "manko.n"
Nazm
kawak
sab aa.nkhe.n Taa.ngo.n me.n ja.Dii hai.n
rii.Dh kii haDDii ke manko.n me.n kaan lage hai.n
Aziz Qaisi
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
ye mahlo.n ye taKHto.n ye taajo.n kii duniyaa
ye insaa.n ke dushman samaajo.n kii duniyaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
bachche ki dua
ho miraa kaam Gariibo.n kii himaayat karnaa
dard-mando.n se za.iifo.n se mohabbat karnaa
Allama Iqbal
Nazm
safar ke waqt
mai.n KHud bhii in ko cro-magnon samajhtii huu.n
ye shaandaar janaavar hai.n daftaro.n kaa maKHaul
Jaun Eliya
Nazm
makan
aaj kii raat bahut garm havaa chaltii hai
aaj kii raat na footpath pe nii.nd aa.egii
Kaifi Azmi
Nazm
aaKHiri mulaqat
aa.o ki jashn-e-marg-e-mohabbat manaa.e.n ham!
aatii nahii.n kahii.n se dil-e-zinda kii sadaa
Akhtarul Iman
Nazm
ek darKHwast
ai KHudaavandaan-e-aivaan-e-aqaa.ed
ai hunar-mandaan-e-aa.iin-o-siyaasat
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
kaniz
huzuur aap aur nisf shab mire makaan par
huzuur kii tamaam-tar balaa.e.n merii jaan par
Ahmad Faraz
Nazm
nur-jahan ke mazar par
kaise bahkii hu.ii nazro.n ke ta.ayyush ke liye
surKH mahlo.n me.n javaa.n jismo.n ke ambaar lage
Sahir Ludhianvi
Nazm
chaara-gar
masjido.n ke manaaro.n ne dekhaa unhe.n
mandiro.n ke kivaa.Do.n ne dekhaa unhe.n