SEARCH RESULTS
Showing search results for "mantaa"
Nazm MATCHES FOR "mantaa"
Nazm
shikwa
KHuugar-e-paikar-e-mahsuus thii insaa.n kii nazar
maantaa phir ko.ii an-dekhe KHudaa ko kyuu.nkar
Allama Iqbal
Nazm
dastur
mai.n nahii.n maantaa mai.n nahii.n jaantaa
mai.n bhii KHaa.if nahii.n taKHta-e-daar se
Habib Jalib
Nazm
daraKHt-e-zard
bidah yaaraa azaa.n baada ki dahqaa.n parvard aa.n-raa
ba sozad har mata-e-intimaa.e duudmaana.n raa
Jaun Eliya
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
mujhe tire dard ke alaava bhii
aur dukh the ye maantaa huu.n
Ahmad Faraz
Nazm
muflisi
muflis kaa dard dil me.n ko.ii Thaantaa nahii.n
muflis kii baat ko bhii ko.ii maantaa nahii.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
parvaane ko vo kaun hai jo maantaa nahii.n
aur sham.a kis taraf hai ko.ii jaantaa nahii.n
Josh Malihabadi
Nazm
tere KHaton ki KHushbu
suntaa thaa laakh baate.n aur maantaa nahii.n thaa
ab KHud nikaal laa.ii begaanagii ke pahluu
Qateel Shifai
Nazm
shahr ilm ke darwaze par
so us ko maqsuud maantaa huu.n
sa.aadate.n us ke naam se hai.n
Iftikhar Arif
Nazm
paisa
ruuThaa aashiq se jo maashuuq ko.ii haT kaa bharaa
aur vo minnat se kisii taur nahii.n hai mantaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
zikr-e-gandhi
gaa.ndhii ko kaun aisaa hai jo jaantaa na ho
izzat ke saath un ko ba.Daa maantaa na ho
Adil Jafari
Nazm
juzw aur kul
ye tum kah rahe ho jo rote rahe ho
agar tum ye kahte ho mai.n maantaa huu.n
Meeraji
Nazm
id
maantaa huu.n mai.n ki be-shak qaul ke sachche hai.n aap
lekin apne ahd kii tajdiid honii chaahiye
Maikash Akbarabadi
Nazm
koi tagore ki kawita hai
tuu ki lahore kii kavitaa hai
maantaa hii nahii.n hai dil meraa