SEARCH RESULTS
Showing search results for "muntahaa"
Nazm MATCHES FOR "muntahaa"
Nazm
naya safar hai purane charag gul kar do
taviil raahguzar KHatm ho ga.ii lekin
hanuuz apnii masaafat kaa muntaha na milaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
sidrat-ul-muntahaa jibriil ijaazat maa.nge
kaun thaa kis ne pukaaraa ki chale bhii aa.o
Adil Mansuri
Nazm
aagahi ki dua
kuchh kahuu.n kuchh likhuu.n
terii taKHliiq kaa zamzama mudda.aa muntahaa
Waheed Akhtar
Nazm
tisri aankh
ham andhe saraabo.n ke laa-muntahaa silsilo.n me.n kha.De the
hazar saa.ato.n
Hasan Abbas Raza
Nazm
aadmi
laa-intihaa jahaan-e-mujassam se bhii sivaa
laa-muntahaa zamaano.n me.n rahte hu.e ye abad
Iliyas Babar Aawan
Nazm
nazr-e-iqbaal
'aql baal-e-jibra.iil 'ishq parvaaz-e-rasuul
us kii manzil muntahaa is kii manzil laa-makaa.n
Maqsood Ahmad Maqsood
Nazm
daraKHt-e-zard
iid ke din mustafaa se yuu.n lage kahne 'husain'
sabz jo.Daa do 'hasan' ko surKH do jo.Daa mujhe
Jaun Eliya
Nazm
ab main use yaad bana dena chahta hun
meraa dil kahii.n aur mubtalaa ho jaa.e
ab mai.n use yaad banaa denaa chaahtaa huu.n
Muneer Niyazi
Nazm
masjid-e-qurtuba
ishq dam-e-jibra.iil ishq dil-e-mustafaa
ishq KHudaa kaa rasuul ishq KHudaa kaa kalaam
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
fitrat-e-askandarii ab tak hai garm-e-naa.o-nosh
bechtaa hai haashmii naamuus diin-e-mustafaa
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
taaza mire zamiir me.n ma.arka-e-kuhan hu.aa!
ishq tamaam mustafaa! aql tamaam buu-lahab!
Allama Iqbal
Nazm
mashwara
tumhaare dil ne use muntaKHab kiyaa ki jise
tumhaare Gam ko samajhne kaa bhii shu.uur nahii.n