SEARCH RESULTS
Showing search results for "murtashii"
Nazm MATCHES FOR "murtashii"
Nazm
iltija-e-musafir
vo sham-e-baargah-e-KHaandaan-e-murtazvii
rahegaa misl-e-haram jis kaa aastaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
tum ye kahte ho ab koi chaara nahin
muntashir dosto.n ko sadaa de sakaa
ajnabii dushmano.n kaa pataa de sakaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek ehsas
shikasta-paa hii sahii ham-safar rahaa phir bhii
ummiid TuuTii ka.ii baar muntashir na hu.ii
Akhtarul Iman
Nazm
naqqad
''ek saut-e-KHasta-o-mauhuum saaz-e-zauq kii''
''murta.ish sii ek aavaaz'' intihaa-e-shauq kii
Josh Malihabadi
Nazm
kahan hai aa ja
muntashir hone lagii anjuman-e-naaz-e-hayaat
ban gayaa KHvaab har ik manzar-e-aaGaaz-e-hayaat
Shakeel Badayuni
Nazm
parwin-shakir
aaho.n kii vo halkii sii havaa.e.n
sad-barg havaa me.n muntashir the
Ali Sardar Jafri
Nazm
jine marne ke darmiyan ek saat
magar in vus.ato.n ko kaun baa.nho.n me.n sameTegaa
kahaa.n se aa.egii vo raushnii jo muntahii hogii
Shahzad Ahmad
Nazm
yaum-e-yaadgar-e-sir-sayyad dar-dakan
us sham-e-ilm-o-fan keii kuchh muntashir shu.aa.e.n
yaaraan-e-bazm tum ho us gosha-e-dakan me.n
Fani Badayuni
Nazm
mushaera
numuud-e-sub.h se jab muntashir hu.ii mahfil
akelaa rah gayaa shaa.er Gariib-e-shahr o KHajil