SEARCH RESULTS
Showing search results for "muttahid"
Nazm MATCHES FOR "muttahid"
Nazm
aadmi
vo telaviv o qaahira o shaam me.n gayaa
ye aadmii hii muttahid-aqvaam me.n gayaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
karachi ka traffic
uu.nT-gaa.Dii pe sajaa.e jo juluus aataa hai
jis tarah muttahid aqvaam me.n ruus aataa hai
Syed Mohammad Jafri
Nazm
amn ka tehwar
muttahid hai kitnaa bhaarat dahr ko batlaa.e.nge
azmat-e-jamhuuriyat duniyaa ko ham dikhlaa.e.nge
Khayal Ansari
Nazm
holi
ai ki rangiin milan tuu hai mohabbat kaa payaam
muttahid hone kii ik shoKH alaamat tuu hai
Moazzam Ali Khan
Nazm
rah-e-rast
jo ham muttahid ho ke rahte vatan me.n
na thaa ko.ii madd-e-muqaabil hamaaraa
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
muhasara
bas ik musaahib-e-darbaar ke ishaare par
gadaa-garaan-e-suKHan ke hujuum saamne hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
zauq o shauq
aql o dil o nigaah kaa murshid-e-avvalii.n hai ishq
ishq na ho to shar-o-dii.n butkada-e-tasavvuraat!
Allama Iqbal
Nazm
kis se mohabbat hai
qadam par loTtii hai azmat-e-taaj-e-sulaimaanii
azal se mo'taqid hai mahfil-e-nuuraaniyaa.n us kii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nazr-e-maulana hasrat-mohani
ham shaiKH na leader na musaahib na sahaafii
jo KHud nahii.n karte vo hidaayat na kare.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hinDola
zaraa sii umr me.n karte ho.n mujh ko muta.assir
mohalle Tole ke gumnaam aadamiyyo.n ke
Firaq Gorakhpuri
Nazm
wo meri pahli mohabbat thi
vo merii pahlii mohabbat thii
jis kii aa.nkhe.n dekh muta.assir ho jaate the hiran
Aamir Riaz
Nazm
haal-o-maqam
alfaaz-o-ma'aanii me.n tafaavut nahii.n lekin
mullaa kii azaa.n aur mujaahid kii azaa.n aur
Allama Iqbal
Nazm
nasirddin shah ke liye
mere haalaat badal jaate hai.n
meraa chehra bhii badal jaataa hai afsaana-o-manzar ke mutaabiq
Gulzar
Nazm
gul-e-rangin
ye talaash-e-muttasil sham-e-jahaa.n-afroz hai
tausan-e-idraak-e-insaa.n ko KHiraam-aamoz hai
Allama Iqbal
Nazm
kuchh de ise ruKHsat kar
kis diin kaa murshid hai, kis kesh kaa mojid hai
kis shahr kaa shahna hai kis des kaa vaalii hai?
Ibn۔e۔Insha
Nazm
manazir-e-sahar
vo saadgii insaan kii fitrat ke mutaabiq
zarrii.n vo ufuq nuur se labrez vo mashriq