SEARCH RESULTS
Showing search results for "naqaab"
Nazm MATCHES FOR "naqaab"
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n auzaar us naqab-zan kaa
jo apne ghar kii hii chhat me.n shigaaf Daaltaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
etiraf
bazm-e-parvii.n thii nigaaho.n me.n kaniizo.n kaa hujuum
laila-e-naaz barafganda-naqaab aatii thii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHun phir KHun hai
saazishe.n laakh u.Daatii rahii.n zulmat kii naqaab
le ke har buu.nd nikaltii hai hathelii pe charaaG
Sahir Ludhianvi
Nazm
intizar
KHush the ham apnii tamannaa.o.n kaa KHvaab aa.egaa
apnaa armaan bar-afganda-naqaab aa.egaa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
lucknow
tole hu.e hai teG-o-sinaa.n husn-e-be-naqaab
naavak-fagan hai jalva-e-pinhaan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nur-jahan ke mazar par
kitne KHuu.n-rez haqaa.eq se uThaatii hai naqaab
kitnii kuchlii hu.ii jaano.n kaa pata detii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
taj-mahal
jagmagaataa hai har ik tah se mazaaq-e-tafriiq
aur taariiKH u.Dhaatii hai mohabbat kii naqaab
Kaifi Azmi
Nazm
KHud-kushi
aaj mai.n ne paa liyaa hai zindagii ko be-naqaab,
aataa jaataa thaa ba.Dii muddat se mai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
raat aur rail
Daal kar guzre manaazir par andhere kaa naqaab
ik nayaa manzar nazar ke saamne laatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
karl marx
us kii biinish us kii vajdaanii-nigaah-e-haq-shanaas
kar ga.ii jo chehra-e-iflaas-e-zar ko be-naqaab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
numaish-e-aligarh
sitaaro.n ke ruKH se naqaab uTh rahii thii
fazaa.o.n se mauj-e-shabaab uTh rahii thii
Shakeel Badayuni
Nazm
mukafat
zabaan-e-shauq banaayaa nahii.n nigaaho.n ko
kiyaa nahii.n kabhii vahshat me.n be-naqaab unhe.n