SEARCH RESULTS
Showing search results for "paasdaar"
Nazm MATCHES FOR "paasdaar"
Nazm
qadam mila ke chalo
jahaa.n me.n gaa.ndhii-o-nehru ke virsa-daar ho tum
zamii.n pe amn-o-mohabbat ke paasdaar ho tum
Syeda Farhat
Nazm
bahut hai ek nazar
ye mere ashk-e-mohabbat ke paasdaar bhii hai.n
bahut hai ek nazar bhii jo Gam kii mahram ho
Baqar Mehdi
Nazm
shri lal bahadur shastari wazir-e-azam hind
ai bahaadur-laal ai bhaarat supuut
tuu thaa amn-o-aashtii kaa paasdaar
Talib Chakwali
Nazm
doctor-zakir-husain
paasdaar-e-hurriyat thaa aabruu-e-hind thaa
ek sachchaa rahnumaa thaa doctor-zaakir-husain
Charkh Chinioti
Nazm
bata ai man
ki vo jo ‘azmat-e-qaumii kaa paasdaar rahaa
ki vo jo bhuukaa rahaa aur jo bikaa bhii nahii.n
Anwar Abbas
Nazm
lokmanya-tilak
paas-daar-e-hind thaa vo baal-gangaa-dhar-tilak
kaun bhaarat kii KHabar le us ke mar jaane ke baa'd
Bismil Allahabadi
Nazm
shikwa
KHuugar-e-paikar-e-mahsuus thii insaa.n kii nazar
maantaa phir ko.ii an-dekhe KHudaa ko kyuu.nkar
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
chaahte sab hai.n ki ho.n auj-e-surayyaa pe muqiim
pahle vaisaa ko.ii paidaa to kare qalb-e-saliim
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
merii mahbuub pas-e-parda-e-tash.hiir-e-vafaa
tuu ne satvat ke nishaano.n ko to dekhaa hotaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
daraKHt-e-zard
hadaf ho.nge tumhaaraa kaun tum kis ke hadaf hoge
na jaane vaqt kii paikaar me.n tum kis taraf hoge
Jaun Eliya
Nazm
jawed ke nam
dayaar-e-ishq me.n apnaa maqaam paidaa kar
nayaa zamaana na.e sub.h o shaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
etiraf
ab mire paas tum aa.ii ho to kyaa aa.ii ho
mai.n ne maanaa ki tum ik paikar-e-raanaa.ii ho
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mat qatl karo aawazon ko
jab qatl hu.aa sur saazo.n kaa
jab kaal pa.Daa aavaazo.n kaa