SEARCH RESULTS
Showing search results for "qutbaa.n"
Nazm MATCHES FOR "qutbaa.n"
Nazm
ek rah-guzar par
adaa-e-laGzish-e-paa par qayaamate.n qurbaa.n
bayaaz-ruKH pe sahar kii sabaahate.n qurbaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taaruf
nashsha-e-nargis-e-KHuubaa.n mujh se
Gaaza-e-aariz-o-ruKHsaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
barsat ki bahaaren
kitne phire hai.n baahar KHuubaa.n ko apne sang le
sab shaad ho rahe hai.n umda Gariib ka.ngle
Nazeer Akbarabadi
Nazm
daricha
kisii pe karte hai.n abr-e-bahaar ko qurbaa.n
kisii pe qatl mah-e-taabnaak karte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
biwiyan
tum par hazaar jaan se qurbaan mai.n sanam
kuchh din ke baa'd kahtii hai.n shauhar ko phir KHasm
Nashtar Amrohvi
Nazm
KHushamad
jis ne ye baat nikaalii hai mai.n us ke qurbaa.n
jo KHushaamad kare KHalq us se sadaa raazii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
pand-nama
mere piine hii par na jaa mirii jaa.n
mujh se jiinaa bhii siikh hai.n qurbaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
id
KHuubaa.n se apne apne liye sab ne dil ke kaam
dil khol khol sab mile aapas me.n KHaas o aam
Nazeer Akbarabadi
Nazm
chhabbis january
qurbaa.n hu.e jo is par ruuhe.n hai.n shaad un kii
ham jis se bahra-var hai.n vo hai muraad un kii
Tilok Chand Mahroom
Nazm
hamari zaban
yaarab rahe salaamat urdu zabaa.n hamaarii
har lafz par hai jis ke qurbaan jaa.n hamaarii
Akhtar Shirani
Nazm
basant aur holi ki bahaar
is chhab pe is si.ngaar pe dil se nisaar 'ufuq'
qurbaan ek baar nahii.n laakh baar 'ufuq'