SEARCH RESULTS
Showing search results for "sochte"
Nazm MATCHES FOR "sochte"
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
log aurat ko faqat jism samajh lete hai.n
ruuh bhii hotii hai us me.n ye kahaa.n sochte hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek kamra-e-imtihan mein
sochte nahii.n itnaa jitnaa sar khujaate hai.n
har taraf kanakhiyo.n se bach bachaa ke takte hai.n
Amjad Islam Amjad
Nazm
kashmakash
sochte sochte phir mujh ko KHayaal aataa hai
vo mire ra.nj-o-masaa.ib kaa mudaavaa to na thii
Naresh Kumar Shad
Nazm
aksar main sochta hun
dariyaa pahaa.D jangal kis tarah ban ga.e hai.n
ye baat aql vaale har vaqt sochte hai.n
Aadil Aseer Dehlvi
Nazm
talib-ilm
aurte.n piichhe rahaa kartii thii.n
aur jo aalim the jo faazil the vo ye sochte the
Meeraji
Nazm
jitne alfaz hain sab kahe ja chuke
ek muddat hu.ii sochte sochte
tum se kahnaa hai kuchh par mai.n kaise kahuu.n
Tariq Qamar
Nazm
mann-o-salwa
vo raahzan jo ye sochtaa hai
''ki asia hai ko.ii aqiim o amiir beva
Noon Meem Rashid
Nazm
pata nahin wo kaun tha
ye phuul pa.nkh kyaa hai.n kyuu.n mile
ye sochte hii sochte tamaam rang ek rang me.n utarte ga.e
Bashar Nawaz
Nazm
sher bechaara
sochtaa hai ki kyaa kare.n ab ham
kar liyaa Gaur aur qayaas bahut