SEARCH RESULTS
Showing search results for "suriin"
Nazm MATCHES FOR "suriin"
Nazm
parchhaiyan
dabe suro.n me.n vahii giit gaa rahii ho tum
tasavvuraat kii parchhaa.iyaa.n ubhartii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
sadme uThaa.e ranj sahe gaaliyaa.n sunii.n
lekin na chho.Daa qaum ke KHaadim ne ye kaam
Akbar Allahabadi
Nazm
hindostan mera
dhiime suro.n me.n ga.ngaa ye giit gaa rahii hai
jamunaa bhii apne mu.nh me.n ye gungunaa rahii hai
Arsh Malsiyani
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
dilo.n pe KHauf ke pahre labo.n pe qufl sukuut
suro.n pe garm salaaKHo.n ke shaamiyaane hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
zaban jis ko har ek bole usi ka nam hai urdu
safaarat ho cinema ho ki T.v radio sab me.n
suro.n kaa nashsha hai fikr-o-nazar kaa jaam hai urdu
Majid-ul-Baqri
Nazm
dastan-e-dil-e-do-nim
qissa jab yuusuf o zuleKHaa kaa
miiThe miiThe suro.n me.n chhi.Dtaa thaa
Habib Jalib
Nazm
tumhaara shahr
suro.n pe u.Dte dhu.e.n ke siyaah-ra.ng alam
barhana bachcho.n ke rone kii dardnaak sadaa
Ali Sardar Jafri
Nazm
KHizan mausam nahin hai
kabhii dhiime kabhii uu.nche suro.n me.n baat kartii
KHushbu.o.n me.n bas-basaa kar
Pirzada Qasim
Nazm
baadal
uTThii hai halke halke suro.n me.n navaa-e-abr
aur qatr-haa-e-aab bajaate hai.n jal-tara.ng
Noon Meem Rashid
Nazm
ganga
ai pur-bahaar gangaa
vo apnii rau me.n bahnaa uu.nche suro.n me.n gaanaa