SEARCH RESULTS
Showing search results for "tanz-aamez"
Nazm MATCHES FOR "tanz-aamez"
Nazm
shabab-e-gurezan
mai-e-taaza-o-naab haasil nahii.n hai
to kar luu.ngaa durd-e-tah-e-jaam pii kar guzaaraa!
Noon Meem Rashid
Nazm
ek alamat
ghaas se bach ke chalo ret ko gulzaar kaho
narm kaliyo.n pe cha.Dhaa do Gam-e-dauraa.n ke Gilaaf
Mustafa Zaidi
Nazm
musafir-e-shab
sukuut-e-shab kii hai jalva-faroshii
hai maujuudaat par chhaa.ii KHamoshii
Raabia Pinhan
Nazm
pas-e-taqrib-e-mulaqat
pas-e-taqriib-e-mulaaqaat yahaa.n shaam Dhale
der tak phailii rahegii tirii shirkat kii mahak
Abdul Ahad Saaz
Nazm
tumne likkha hai
tum ne likkhaa hai mire KHat mujhe vaapas kar do
Dar ga.ii.n husn-e-dil-aavez kii rusvaa.ii se
Prem Warbartani
Nazm
jamuna-ji
naaz kyuu.n ho na tujhe kirshn dulaarii jamunaa
tuu to raadhaa kii sahelii banii pyaarii jamunaa
Bismil Allahabadi
Nazm
nirmal miThe pani ki talash
vo miraa vahm
ki jho.nkaa saa ko.ii sabz-qabaa thaa
Shafiq Fatima Shera
Nazm
mera watan
dil-rubaa laala ho fazaa terii
mujh ko bhaa.ii na ik adaa terii
Meer Syed Nazeer Husain Nashad
Nazm
shikwa
kyuu.n ziyaa.n-kaar banuu.n suud-faraamosh rahuu.n
fikr-e-fardaa na karuu.n mahv-e-Gam-e-dosh rahuu.n