SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarz"
Nazm MATCHES FOR "tarz"
Nazm
do ishq
chho.Daa nahii.n Gairo.n ne ko.ii naavak-e-dushnaam
chhuuTii nahii.n apno.n se ko.ii tarz-e-malaamat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lauh-o-qalam
ik tarz-e-taGaaful hai so vo un ko mubaarak
ik arz-e-tamannaa hai so ham karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jamhuriyat
jamhuuriyat ik tarz-e-hukuumat hai ki jis me.n
bando.n ko ginaa karte hai.n taulaa nahii.n karte
Allama Iqbal
Nazm
mujhe sochne de
bhuuk aur pyaas se pazh-murda siyah-faam zamii.n
tiira-o-taar makaa.n muflis o biimaar makii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
chahkii jo tuu chaman me.n havaa.e.n mahak ga.ii.n
gul-barg-e-tar se os kii buu.nde.n Tapak ga.ii.n
Josh Malihabadi
Nazm
b-tarz-e-manqibat-e-hazrat imam husain
اللہ کیا جگر تھا جفا میں حسین کا
جی ہی گیا ندان رضا میں حسین کا
Meer Taqi Meer
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
vo ek tarz-e-suKHan kii KHushbuu
vo ek mahkaa hu.aa takallum
Tariq Qamar
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
suKHan-shanaaso.n ko meraa tarz-e-amal na bhaa.e
tirii mohabbat kaa dard ho jis Gazal me.n shaamil
Qateel Shifai
Nazm
talaba-e-ali-gaDh collage ke nam
auro.n kaa hai payaam aur meraa payaam aur hai
ishq ke dard-ma.nd kaa tarz-e-kalaam aur hai
Allama Iqbal
Nazm
zindagi
ik na.ii tarz pe duniyaa ko sajaanaa hai hame.n
tuu bhii aa vaqt ke siine me.n sharaaraa ban jaa
Jan Nisar Akhtar
Nazm
tumne likkha hai
ab nahii.n tarz-e-taGaaful kaa mire ishq ko Gam
shauq se merii tamannaa.o.n kii barbaadii ho
Prem Warbartani
Nazm
nazm kya hai
nazm-e-paaband kaa tarz hai jo latiif
is me.n paa.oge tum qaafiya-o-radiif