SEARCH RESULTS
Showing search results for "turkaana"
Nazm MATCHES FOR "turkaana"
Nazm
haqaeq
dil hai pahluu me.n to paidaa sheva-e-turkaana kar
jaur haft-aflaak ke hote rahe.n parvaa na kar
Zafar Ali Khan
Nazm
lucknow
ab husn kii mahfil me.n hasrat sii barastii hai
vo Gamza-e-hindii hai.n nai ishva-e-turkaana
Shameem Farooq Banspari
Nazm
shikwa
bas rahe the yahii.n saljuuq bhii tuuraanii bhii
ahl-e-chii.n chiin me.n iiraan me.n saasaanii bhii
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-hindi
saare jahaa.n se achchhaa hindostaa.n hamaaraa
ham bulbule.n hai.n is kii ye gulsitaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
'iqbaal' kaa taraana baa.ng-e-daraa hai goyaa
hotaa hai jaada-paimaa phir kaarvaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
hindustani bachchon ka qaumi git
turko.n kaa jis ne daaman hiiro.n se bhar diyaa thaa
meraa vatan vahii hai meraa vatan vahii hai
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
KHaak-o-KHuu.n me.n mil rahaa hai turkamaan-e-saKHt-kosh
aag hai aulaad-e-ibraahiim hai namruud hai
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
turkaan-e-siyah-kaar ab ki nahii.n
o des se aane vaale bataa
Akhtar Shirani
Nazm
yaad-e-aligarh
vo be-fikr duniyaa vo lafzo.n ke daftar
ki jin kaa siraa thaa na ko.ii Thikaana
Aabidullah Ghazi
Nazm
lucknow
sabr-aazmaa hai Gamza-e-turkaan-e-lucknow
rashk-e-zanaan-e-misr kaniizaan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek tarana mujahidin-e-filistin ke liye
ham jiite.nge
haqqaa ham ik din jiite.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
munajat-e-bewa
naam tiraa rah-giir kii lak.Dii
tuu hai Thikaanaa miskiino.n kaa