SEARCH RESULTS
Showing search results for "uThaa.ii"
Nazm MATCHES FOR "uThaa.ii"
Nazm
shikwa
par tire naam pe talvaar uThaa.ii kis ne
baat jo big.Dii hu.ii thii vo banaa.ii kis ne
Allama Iqbal
Nazm
wo subh kabhi to aaegi
jab ek anokhii duniyaa kii buniyaad uThaa.ii jaa.egii
vo sub.h kabhii to aa.egii
Sahir Ludhianvi
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
hastii ke uThaa.ii-giiro.n kii
har chaal uljhaa.e jaate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek mulaqat
nazar uThaa.ii magar aisii be-yaqiinii se
ki jis tarah ko.ii pesh-e-nazar mile na mile
Sahir Ludhianvi
Nazm
sarhaden
kis ne diivaar tafaavut kii uThaa.ii logo
kyuu.n samundar ke kinaare pe hai.n pyaase saare
Ahmad Faraz
Nazm
ramaen ka ek sin
saKHtii sahii nahii ki uThaa.ii ka.Dii nahii
duniyaa me.n kyaa kisii pe musiibat pa.Dii nahii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
judai
tire firaaq kii ye Tiis hai uThaa.ii hu.ii
sukuut-e-niim-shabii gahraa hotaa jaataa hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
august1955
lutf kar ai nigah-e-yaar ki Gam vaalo.n ne
hasrat-e-dil kii uThaa.ii nahii.n tamhiid ab ke
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aurat ki taKHliq
aa.nkh uThaa.ii to motii se barsaa ga.ii
saa.ns lii to har ik shai me.n jaan aa ga.ii
Izhaar Malihabadi
Nazm
madrase ka ek hi kamra
aa.nkhe.n uThaa.ii hii na thii.n
aur lab kabhii khole na the
Hafeez Jalandhari
Nazm
meri pyari amman
uThaa.ii mire vaaste saKHt mehnat
agar de KHudaa mujh ko umr aur daulat
Mohammad Husain Azad
Nazm
fan
farsh-e-marmar pe girii gir ke uThii uTh ke jhukii
KHushk ho.nTo.n pe zabaa.n pher ke paanii maa.ngaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
barish dekhti hai
aur ret ke zarro.n kii tarah
zamiin se uThaa.ii nahii.n jaatii