SEARCH RESULTS
Showing search results for "vahdat"
Nazm MATCHES FOR "vahdat"
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
KHalvat me.n bhii ho jalvat kaa samaa.n vahdat ko du.ii se shaad kare.n
ye aarzu.e.n iijaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
saqi-nama
ye vahdat hai kasrat me.n har dam asiir
magar har kahii.n be-chugo.n be-naziir
Allama Iqbal
Nazm
hindustani bachchon ka qaumi git
chishtii ne jis zamii.n me.n paiGaam-e-haq sunaayaa
naanak ne jis chaman me.n vahdat kaa giit gaayaa
Allama Iqbal
Nazm
ahl-e-dil aur bhi hain
munsif-e-shahr kii vahdat pe na harf aa jaa.e
log kahte hai.n ki arbab-e-jafaa aur bhii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
hindi islam
hai zinda faqat vahdat-e-afkaar se millat
vahdat ho fanaa jis se vo ilhaam bhii ilhaad
Allama Iqbal
Nazm
gulzar-e-watan
ek ek gul me.n phuu.nke.n ruuh-e-shamiim-e-vahdat
ik ik kalii ko dil ke daaman se de.n havaa.e.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
ganga
salle-alaa ye terii maujo.n kaa gungunaanaa
vahdat kaa ye taraana o chup na rahne vaalii
Suroor Jahanabadi
Nazm
wo ishq jo hum ko lahiq tha
sab ik vahdat me.n jazb hu.e
ik vajd aagii.n ehsaas me.n
Sajida Zaidi
Nazm
allah allah subhan-allah
har suu hai.n ishaare rahmat ke
kasrat me.n nazaare vahdat ke
Ataur Rahman Tariq
Nazm
wed
faiz-e-qudrat se jo taqdiir khulii aalam kii
saahil-e-hind pe vahdat kii tajallii chamkii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
aaina-KHane ke qaidi se
ik ikaa.ii par usii kii zarb se
kasrat-e-vahdat kaa paidaa hai tilism
Ameeq Hanafi
Nazm
subh-e-sadiq
zahr me.n Duub ga.ii thii.n jo zabaane.n yaksar
un pe shiiriinii-e-vahdat ke taraane aa.e
Darshan Singh
Nazm
hamari zaban
aapas kii millat maqsuud is kaa
ulfat kii KHuugar vahdat kii baanii