SEARCH RESULTS
Showing search results for "zevar-e-gul-haa-e-tar"
Nazm MATCHES FOR "zevar-e-gul-haa-e-tar"
Nazm
shahr-e-nigar
aaj phir taa-ba-chaman dar-e-pai-e-gul-haa-e-chaman
gungunaataa hu.aa zambuur-e-bahaar aa hii gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aap-biti
merii taKH.iil me.n hai ek jahaan-e-bedaar
dastaras me.n mirii nazzaara-e-gul-haa-e-chaman
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
aahang-e-nau
ra.ng-e-gul-haa-e-gulistaan-e-vatan tum se hai
sorish-e-na.ara-e-rindaan-e-vatan tum se hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nazr-e-collage
terii nashaat-KHez fazaa-e-javaa.n kii KHair
gul-haa-e-ra.ng-o-buu ke hasii.n kaarvaa.n kii KHair
Sahir Ludhianvi
Nazm
ye dharti KHub-surat hai
(vo aatii hai aur aa.egii)
to mai.n koshish karuu.ngaa to shaaKH-haa-e-laala-o-gul ko
Salam Machhli shahri
Nazm
dariya ke kinare
sab gul-haa-e-raihaa.n chup hai.n
champaa kii sab kaliyaa.n chup hai.n
Bilqees Jamal Barelwi
Nazm
irada
bazm gul-haa-e-mohabbat se sajaanaa hai tujhe
siim-o-zar kii na.ii duniyaa ko basaanaa hai tujhe
Jauhar Nizami
Nazm
Khaaliq-e-gul-e-tar ki yaad mein
hai gulistaa.n magar vo gul-e-tar nahii.n
ab sahaaraa hai ik yaad-e-maKHduum kaa
Farooq Shakeel
Nazm
gul-e-tar
ai gul-e-tar kis qadar dilkash hai nazzaara tiraa
haamil-e-husn-e-azal hai qalb-e-sii-paara tiraa
Shameem Farooq Banspari
Nazm
parwin-shakir
bahaar-e-husn javaa.n-marg suurat-e-gul-e-tar
misaal-e-KHaar magar umr-e-dard-e-ishq daraaz
Ali Sardar Jafri
Nazm
mulaqat
KHaar-haa-e-mehn-o-dard ke tujjaar bhii hai.n
aur gul-haa-e-mohabbat ke KHariidaar bhii hai.n
Daud Ghazi
Nazm
numaish mein
vo ruKHsaaro.n pe halkii halkii surKHii
labo.n me.n pur-fishaa.n ruuh-e-gul-e-tar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
qalam
tuu khilaataa hai na.e gul jo ravaa.n hotaa hai
rang ye shaaKH-e-gul-e-tar me.n kahaa.n hotaa hai