SEARCH RESULTS
Showing search results for "azaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "azaa"
Ghazal
iizaa-dahii kii daad jo paataa rahaa huu.n mai.n
har naaz-aafrii.n ko sataataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Nazm
daraKHt-e-zard
mirii paikaar azal se
ye 'KHusro' 'miir' 'Gaalib' kaa KHaraaba bechtaa kyaa hai
Jaun Eliya
PAGE MATCHES FOR "azaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "azaa"
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
hai shaamil-e-arbaab-e-azaa shaah-e-jahaa.n bhii
miTne ko hai aslaaf kii 'azmat kaa nishaa.n bhii
Rais Amrohvi
Ghazal
vo sham.a bujh ga.ii thii to kohraam thaa tamaam
dil bujh ga.e to shor-e-azaa kyuu.n nahii.n hu.aa
Irfan Siddiqi
Ghazal
ik chubhan hai ki jo bechain kiye rahtii hai
aisaa lagtaa hai ki kuchh TuuT gayaa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
na jaane kis liye KHushiyo.n se bhar chuke hai.n dil
makaan ab ye azaa-KHaane honaa chaahte hai.n
Asad Badayuni
Nazm
hasan kuza-gar (4)
tire naazuk aazaa ke ra.ngo.n se mil kar
abad kii sadaa ban ga.e the
Noon Meem Rashid
Ghazal
unhe.n manzuur apne zaKHmiyo.n kaa dekh aanaa thaa
uThe the sair-e-gul ko dekhnaa shoKHii bahaane kii
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n mar chukaa huu.n mujhe kyuu.n yaqii.n nahii.n aataa
to kyaa ye mere azaa-daar jhuuT bolte hai.n













