SEARCH RESULTS
Showing search results for "purza"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "purza"
Ghazal
ye tiis barso.n se kuchh baras piichhe chal rahii hai
mujhe gha.Dii kaa KHaraab purza nikaalnaa hai
Umair Najmi
Hindi Ghazal
tujhe qasam hai KHudii ko bahut halaak na kar
tuu is machine kaa purza hai tuu machine nahii.n
Dushyant Kumar
Mazahiya
samajh gayaa ki ye bakvaas be-sabab to nahii.n
dimaaG kaa ko.ii purza zaruur Dhiilaa hai
Dilawar Figar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "purza"
Mazahiya
Syed Zameer Jafri
Ghazal
Zafar Iqbal
Nazm
mini-bus ka safar
purza har ek maz.har-e-cha.ng-o-raubaab thaa
is bus kaa ittifaaq se bho.npuu KHaraab thaa
Khalid Irfan
Nazm
na marne ka dukh
ko.ii mere larazte haath me.n
kaaGaz kaa purza aur qalam pak.Daa rahaa thaa
Aabid Adeeb
Ghazal
dil kii taskii.n ko mai.n paiGaam safaa kaa samjhuu.n
purza kaaGaz kaa jo bheje vo gul-andaam safed
Haidar Ali Aatish
Ghazal
KHaak par u.Dtii bikhartii purza purza aarzuu
yaad hai ye kuchh havaa kii aaKHirii yalGaar se
Ahmad Zafar
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
ek purza sahii magar likh do
pa.Dhe likkhe ko faarsii kyaa hai
Syed Ghafir Rizvi Falak Chhaulsi
Ghazal
mai.n terii car kaa ukh.Daa hu.aa ko.ii purza
sukuu.n talab hai to merii jagah pe laa mujh ko
Ghazanfar
Ghazal
ab to huu.n mai.n machine kaa purza
hai kahaa.n mujh ko apnii zaat kaa Gam

