SEARCH RESULTS
Showing search results for "اصلا"
Ghazal MATCHES FOR "اصلا"
Ghazal
ye sach hai ki tum aa.oge par dil ko karuu.n kyaa
kahne kaa yaqii.n aap ke aslaa nahii.n hotaa
Nizam Rampuri
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ushshaaq-o-bul-havas me.n nahii.n karte vo tamiiz
vaa.n imtiyaaz-e-nek-o-bad aslaa nahii.n rahaa
Abdul Ghafoor Nassakh
Ghazal
KHud Galat vo qaul-o-fe.al un kaa Galat
KHat Galat inshaa Galat imlaa Galat
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
ham bhii sau chaah se dekhe.nge tumhaarii jaanib
tum se bhii zabt-e-tabassum na phir aslaa hogaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
hai jins parii saa kuchh aadam to nahii.n aslan
ik aag lagaa dii hai us amard-e-KHush-gap ne
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
KHudaa ko kyaa kahuu.n paayaa na paayaa
ki vasl-e-be-KHudii aslaa na paayaa
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
chaaraagar haajat-e-marham nahii.n un ko aslan
zaKHm-e-dil lazzat-e-iisaar se bhar jaate hai.n
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
un ko to paas-e-mohabbat nahii.n aslan lekin
nibh sake tum se agar hazrat-e-dil aur nibhaa.o
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
dil-dahii ke bhii nahii.n tarz se vaaqif aslaa
ye hasiinaan-e-jahaa.n naam ko dildaar hai.n sab
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
sun lafz-e-intizaar hai aslan sadaa-e-kun
tanhaa.ii intizaar se pahle kii baat thii
Shivendra Singh
Ghazal
jumbish-e-teG-e-nigah kii nahii.n haajat aslan
kaam meraa vo ishaaro.n hii me.n kar jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
banda huu.n be-KHudii kaa mai.n us mast kii jise
aashob-e-roz-e-hashr se aslan KHabar nahii.n