SEARCH RESULTS
Showing search results for "ضدیں"
Ghazal MATCHES FOR "ضدیں"
Ghazal
sab zide.n us kii mai.n puurii karuu.n har baat sunuu.n
ek bachche kii tarah se use ha.nstaa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
zide.n tauba tauba haTe.n allaah allaah
hamii.n hai.n jo is dil ko bahlaa rahe hai.n
Manzar Lakhnavi
Ghazal
yuu.nhii thaa shahr kii shaKHsiyyato.n ko ranj us se
ki vo zide.n bhii ba.Dii pur-vaqaar kartaa thaa
Azhar Inayati
Ghazal
Naseem Nikhat
Ghazal
Bayan Meeruthi
Ghazal
dil na chho.Degaa zide.n ye to vo baalak hai jise
ik khilaunaa mil gayaa to duusraa achchhaa lagaa
Parveen Kaif
Ghazal
jahaa.n zide.n kiyaa kartaa thaa bachpanaa meraa
kahaa.n se laa.uu.n khilauno.n kii un dukaano.n ko
Azhar Inayati
Ghazal
zide.n to shaan hu.aa kartii hai.n ra.iiso.n kii
jo chauthii samt na jaa.e vo shaahzaada kyaa
Azhar Inayati
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
chaahte hai.n na rahe hosh me.n apne ko.ii
kitnii ma.asuum zide.n hai.n tire diivaano.n kii
Sahba lakhnavi
Ghazal
ek markaz par zide.n yakjaa hai.n aur gardish me.n hai.n
ye zamaane kaa taGayyur 'aalam-e-nairang hai
Aziz Hamid Madni
Ghazal
Taal dii.n mai.n ne ye kah kah ke zide.n bachpan kii
aa.ina bhii ko.ii shai hai jo muqaabil hogaa
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
ham mohabbat karne vaalo.n kii zide.n bhii hai.n 'ajiib
chaahiye ik vaaqi'a lekin kahaanii rang kaa