SEARCH RESULTS
Showing search results for "शागिर्द-ए-रशीद"
Ghazal MATCHES FOR "शागिर्द-ए-रशीद"
Ghazal
hai ye insaa.n ba.De ustaad kaa shaagird-e-rashiid
kar sake kaun agar ye bhii KHilaafat na kare
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kyuu.n yaad dilaate ho 'rashiid' un ko ye bandhan
ab kaun nibhaataa hai ye bekaar kaa rishta
Rasheed Qaisrani
Ghazal
kaalii kiran ye gu.ng sadaa.o.n ke daa.ere
pahu.nchaa kahaa.n 'rashiid' iraada kidhar kaa thaa
Rasheed Qaisrani
Ghazal
ye kaun saa suuraj mire pahluu me.n kha.Daa hai
mujh se to 'rashiid' ab miraa saaya bhii ba.Daa hai
Rasheed Qaisrani
Ghazal
daaman kushaada phir se hai KHaatuun-e-Gam 'rashiid'
taaza lahuu se likh ke na.ii daastaan de
Rasheed Qaisrani
Ghazal
vo hayuule the ki saa.e the sar-e-raqs 'rashiid'
jism kii ek bhii jhankaar na aa.ii pahro.n
Rasheed Qaisrani
Ghazal
mai.n ne Gazal sunaa.ii to ik ahl-e-dil 'rashiid'
siine pe haath rakh ke pukaaraa valii valii
Rasheed Qaisrani
Ghazal
ko.ii makiin-e-qarya-e-jaa.n tuu bhii Dhuu.nDh le
tuu bhii 'rashiid' aaj kisii ko salaam kar
Rasheed Qaisrani
Ghazal
mai.n to asiir-e-garmii-e-baazaar huu.n 'rashiid'
mujh ko Garaz na jins se darham na daam se
Rasheed Qaisrani
Ghazal
dasht-e-nazar se itne baguule uThe 'rashiid'
ik muskuraate chaa.nd kaa chehra bhii aT gayaa
Rasheed Qaisrani
Ghazal
vo jin se farozaa.n hu.aa ik aalam-e-imkaa.n
vo chaa.nd-sifat log 'rashiid' aaj kahaa.n hai.n
Rasheed Qaisrani
Ghazal
Rasheed Qaisrani
Ghazal
bik ga.e ham sar-e-baazaar-e-anaa phir bhii 'rashiid'
'ishq bad-zaat ko niilaam nahii.n hone diyaa
Rasheed Sandeelvi
Ghazal
man.a karte the gire aa.nkh se kyo.n ashk-e-'rashiid'
aabruu kho.ii chhalakte hu.e paimaano.n kii
Rasheed lakhnavi
Ghazal
ik nazar insaaf se kiije zaraa suu-e-'rashiid'
aashiqaana kyaa Gazal ab ho sake is piir se
Rasheed lakhnavi
Ghazal
ai jaan-e-'rashiid' is kaa sabab tum to nahii.n ho
ye KHaak-nashii.n jaan se bezaar agar hai
Rasheed Hasrat
Ghazal
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
tauba kaa ehtiraam bajaa lekin ai 'rashiid'
paas-e-silaa-e-rahmat-e-yazdaa.n kiye hu.e
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
abr guzraa hai mirii kisht-e-tamannaa se 'rashiid'
saaya to us ne kiyaa hai me.nh barsaayaa nahii.n
Rasheed Usmani
Ghazal
ba-farmaa.ish-e-yaar-e-dam-saaz mai.n ne
'rashiid' aaj jaaduu-bayaanii luTaa dii