SEARCH RESULTS
Showing search results for "aalam-e-gazal-e-'anvarii'"
Ghazal MATCHES FOR "aalam-e-gazal-e-'anvarii'"
Ghazal
KHaalii na ko.ii sher ho bandish ke nuur se
ai 'mehr' aalam-e-Gazal-e-'anvarii' rahe
Syed Agha Ali Mehr
Ghazal
shaam tamhiid-e-Gazal raat hai takmiil-e-Gazal
din nikalte hii nikal jaatii hai jaa.n ham-nafaso
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
hai zikr-e-yaar kyuu.n shab-e-zindaa.n se duur duur
ai ham-nashii.n ye tarz Gazal kaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ik KHaal-e-suvaidaa me.n pahnaa.ii-e-do-aalam
phailaa ho to aisaa ho simTaa ho to aisaa ho
Ibn e Insha
Ghazal
Zakia Ghazal
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ye kaun rauzan-e-zindaa.n se jhaa.nktaa hai 'Gazal'
ye kaun qaid hu.aa be.Diyaa.n banaate hu.e
Zakia Ghazal
Ghazal
KHvaabo.n ke zaKHm aa.nkh se risne lage 'Gazal'
ye dard-e-jaa.n bhii qalb-e-hazii.n ke nahii.n rahe
Zakia Ghazal
Ghazal
Zakia Ghazal
Ghazal
be-zamiinii kii KHalish kaa.nch sii chubhtii hai 'Gazal'
aur ye Gam Gam-e-pindaar hu.aa jaataa hai
Zakia Ghazal
Ghazal
KHvaabo.n ke zaKHm aa.nkh se risne lage 'Gazal'
ye dard-e-jaa.n bhii qalb-e-hazii.n ke nahii.n rahe
Zakia Ghazal
Ghazal
ye fikr-o-fahm 'Gazal' mere musta'aar nahii.n
mai.n apnii zaat ke 'aib-o-hunar me.n zinda huu.n
Zakia Ghazal
Ghazal
Zakia Ghazal
Ghazal
yahaa.n ta.ayyun-e-aqdaar bhii zaruurii hai
KHud apne mushk kii qiimat Gazaal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye sinf aabruu-e-fann-e-shaa.irii hai 'fazaa'
Gazal kaho to mazaamiin mo'atabar baa.ndho