SEARCH RESULTS
Showing search results for "asal"
Ghazal MATCHES FOR "asal"
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
usii se duur rahaa asal mudda.aa jo thaa
ga.ii ye umr-e-aziiz aah raa.egaa.n merii
Meer Taqi Meer
Ghazal
ek aa.nsuu bhii bahut hai bahr-e-iisaal-e-savaab
ham Gariibo.n ke liye dariyaa bahaayaa mat karo
Abrar Ahmad Kashif
Ghazal
kis ko maaluum yahaa.n asal kahaanii ham to
darmiyaa.n kaa ko.ii kirdaar kiye jaate hai.n
Jaleel 'Aali'
Ghazal
mire jahaa.n me.n zamaan-o-makaan-o-lail-o-nahaar
tire jahaa.n me.n azal hai abad na aaj na kal
Ahmad Faraz
Ghazal
hai gudaaz-e-mom andaaz-e-chakiidan-haa-e-KHuu.n
niish-e-zambuur-e-asal hai nashtar-e-fassaad yaa.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ham log 'saliim' asal se kaT kar nahii.n jiite
kyaa soch ke aaKHir ko.ii tasviir uThaate
Saleem Kausar
Ghazal
dil-soz ye taare hai.n to jaa.n-soz ye mahtaab
dar-asal shab-e-anjuman-aaraa.ii to ab hai
Aitbar Sajid
Ghazal
phir vo satr aatii hai jab asal likhii jaatii hai
mujh ko tahriir miTaa aatii hai tahriir ko mai.n
Shaheen Abbas
Ghazal
Faraz Mahmood Fariz
Ghazal
sub.h-e-azal hai kab se mire intizaar me.n
jii chaahtaa hai taaq-e-abad me.n pa.Daa rahuu.n
Anjum Saleemi
Ghazal
'naadir' yahii hai asal me.n meraaj-e-bandagii
yaad un kii un ke ishq se bhii pesh-tar kare.n
Nadir Shahjahanpuri
Ghazal
is mohabbat kaa asal is ke sivaa kuchh bhii nahii.n
umr aisii hai ki tum ko ik khilaunaa chaahiye
Urooj Zehra Zaidi
Ghazal
zulfo.n ke tasarruf me.n hai be-vaj.h ruKH-e-yaar
kuffaar kaa kaabe se amal jaa.e to achchhaa
Shah Naseer
Ghazal
amiir us kii amaanat uThaa nahii.n saktaa
faqiir asal me.n us kaa KHazaane vaalaa hai
Ahmad Shanas
Ghazal
haalat-e-biimaar-e-Gam par jis ko hairaanii nahii.n
asal me.n us aadmii me.n KHuu-e-insaanii nahii.n