SEARCH RESULTS
Showing search results for "chehraa-ba-chehraa"
Ghazal MATCHES FOR "chehraa-ba-chehraa"
Ghazal
peshaaniyo.n pe vaqt shikan-dar-shikan nahii.n
chehra-ba-chehra likhe hu.e dil ke dard hai.n
Iqbal Haider
Ghazal
Abeera Ahmad
Ghazal
hazaaro.n suurate.n hai.n mun.akis chehra-ba-chehra
makaan-e-shash-jihat aa.iina-KHaana lag rahaa hai
Syed Masroor Jauhar
Ghazal
ab ruu-kash-e-jamaal 'musavvir' nahii.n ko.ii
chehra-ba-chehra aks-e-ruKH-e-dahr utar gayaa
Musavvir Sabzwari
Ghazal
mai.n bhii kaisaa aa.ina huu.n aa.ina-dar-aa.ina
duur tak chehraa-ba-chehraa bas nazar aataa hai vo
Ibrahim Ashk
Ghazal
aTaa hu.aa ba-sar-o-chehra siim-o-zar kaa Gubaar
milii hai laasha-e-afkaar kii diyat kyaa kyaa
Khursheed Rizvi
Ghazal
Vijay Arun
Ghazal
ye azm hai ki badal duu.n mai.n baKHt kaa chehra
ba-sad KHuluus ye tadbiir kar rahaa huu.n mai.n
Ahsan Lakhnavi
Ghazal
dilo.n me.n aaj tirii yaad muddato.n ke ba.ad
ba-chehra-e-mutabassim ba-chashm-e-tar aa.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
shaam-e-visaal mujh se Tapaktaa thaa itnaa nuur
dikhtaa nahii.n thaa aap kaa chehra ba-faiz-e-‘aks
Lankesh Gautam
Ghazal
Shahram Sarmadi
Ghazal
Dr. Naresh
Ghazal
aaj be-chehra hai.n chehro.n ke samundar kitne
aa.ine Dhuu.nDte phirte hai.n sikandar kitne
Raza Amrohvi
Ghazal
be-chaara apnii baat manaane me.n thak gayaa
us be-gunaah par hii zamaane ko shak gayaa