SEARCH RESULTS
Showing search results for "pech-andar-pech"
Ghazal MATCHES FOR "pech-andar-pech"
Ghazal
zamaana pech-andar-pech thaa ham log vahshii the
KHayaal aazaar the lahje ikahre kar liye ham ne
Saqi Faruqi
Ghazal
Sunil Aftab
Ghazal
Qaisar Shameem
Ghazal
ik mauj-e-sabaa bhejuu.n afkaar ke zindaa.n ko
jo lafz chhu.Daa laa.e pur-pech ma.aanii se
Asif Saqib
Ghazal
Habeeb Hyderabadi
Ghazal
is saal ke sailaab se saare kinaare kaT ga.e
dariyaa ke pech-o-taab kaa saahil ko andaaza na thaa
Allama Talib Jauhari
Ghazal
dil to behaal hu.aa go.ii naman sargardaa.n
zulf-e-pur-pech ke chaugaan le maidaan me.n aa
Qurbi Velori
Ghazal
varna merii ret KHud me.n jazb kar legii tujhe
sarsarii sahraa ke pech-o-KHam kaa andaaza na kar
Aziz Nabeel
Ghazal
Raoof Khair
Ghazal
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
sumbul ke pech me.n dil tere na thaa kisii kaa
nargis kaa ek terii biimaar thaa so mai.n thaa
Meer Soz
Ghazal
uThaa hai bistar-e-shab se vo le ke a.ng.Daa.ii
khule hai.n zer-e-qabaa pech-o-taab KHvaabiida
Sarmad Sahbai
Ghazal
Masood Ahmad
Ghazal
mai.n muztarib huu.n vasl me.n KHauf-e-raqiib se
Daalaa hai tum ko vahm ne kis pech-o-taab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
KHudaa zulf se dil jigar ko bachaa.e
ba.De pech me.n dono.n aa.e hu.e hai.n