SEARCH RESULTS
Showing search results for "rukhsaare"
Ghazal MATCHES FOR "rukhsaare"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
haajat-e-mushshaata kyaa ruKHsaar-e-raushan ke liye
dekh lo gul kaaTtaa hai kaun sham-e-tuur kaa
Ameer Minai
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
ruKHsaar-e-tar se taaza ho baaG-e-adan kii yaad
aur us kii pahlii sub.h kii vo rasmasaahaTe.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
sab phuu.nk diye KHaar-o-KHas-e-maz.hab-o-millat
allaah-re yak-sho.ala-e-ruKHsaar-e-mohabbat
Jigar Moradabadi
Ghazal
re bhii KHaalii hai aur ze pe hai vo nukta ek
ki mushaabah hai jo til se mirii ruKHsaare ke
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
kahe hai dekh ke ruKHsaar-e-yaar aa.iina
ki is safaa.ii pe sadqe nisaar aa.iina
Momin Khan Momin
Ghazal
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
manzil se palaT aa.egii ek ek tajallii
haa.n sho.ala-e-ruKHsaar-e-sanam saath rahegaa
Qateel Shifai
Ghazal
khul gayaa mus.haf-e-ruKHsaar-e-butaan-e-maGrib
ho ga.e shaiKH bhii haazir na.ii tafsiir ke saath
Akbar Allahabadi
Ghazal
du.aa hai 'qaisar'-e-mahjuur kii yahii paiham
ki tuu bhii jalva-e-ruKHsaar-e-yaar ko tarse
Qaisar Nizami
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
jin kii nazar cha.Dhaa tiraa ruKHsaar-e-aatishii.n
un kaa charaaG-e-gor na taa-hashr gul hu.aa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
allaah-re faroG us ruKHsaar-e-aatishii.n kaa
sham.o.n ke rang misl-e-kaafuur u.Daa diye hai.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hairaan-kaar huu.n tire ruKHsaar-e-saaf kaa
sakta ho aa.ina jo tire ruu-ba-ruu kare.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ho gayaa hai ye qiraan-e-aaftaab o maah-e-nau
yaar ke ruKHsaar-e-aatish-ra.ng par abruu nahii.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
kyaa kyaa nigah phisaltii hai ruKHsaar-e-yaar par
kaisaa ye aa.ina hai safaa kuchh na puuchhiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dil mar miTaa tilaavat-e-ruKHsaar-e-yaar me.n
marhuum tiflagii se hii ahl-e-kitaab thaa