SEARCH RESULTS
Showing search results for ",EmDz"
Nazm MATCHES FOR ",emDz"
Nazm
shikwa
jur.at-aamoz mirii taab-e-suKHan hai mujh ko
shikva allaah se KHaakam-ba-dahan hai mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
teri aawaz
Dhuu.nDh le.ngii mirii tarsii hu.ii nazre.n tujh ko
naGma o sher kii umDii hu.ii barsaato.n me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
mirza ghaalib
haa.e ab kyaa ho ga.ii hindostaa.n kii sar-zamii.n
aah ai nazzaara-aamoz-e-nigaah-e-nukta-bii.n
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
jhuulo.n kaa nasheman hotaa hai
umDe hu.e baadal hote hai.n
Akhtar Shirani
Nazm
hubb-e-watan
pahno jab ko.ii umda tum poshaak
karo daaman se taa garebaa.n chaak
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
dil umDaa aataa thaa aisaa ki jii ye chaahtaa thaa
uThaa ke rakh luu.n kaleje me.n apnii duniyaa ko
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
un ke raaj ke umda Dhab hai.n
sab saamaan-e-aish-o-tarab hai.n
Akbar Allahabadi
Nazm
barsat ki bahaaren
sab shaad ho rahe hai.n umda Gariib ka.ngle
kyaa kyaa machii hai.n yaaro barsaat kii bahaare.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
aadhi raat
ye chaa.ndnii hai ki umDaa hu.aa hai ras-saagar
ik aadmii hai ki itnaa dukhii hai duniyaa me.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
raat aur rail
aage aage justujuu-aamez nazre.n Daaltii
shab ke haibatnaak nazzaaro.n se ghabraatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
main saz DhunDti rahi
ik talaatum saa pech-o-taab saa hai
umDe aate hai.n KHud-ba-KHud aa.nsuu
Ada Jafarey
Nazm
bachpan ka wo zamana
har roz ghar me.n milte umda laziiz khaane
be-mehnat-o-mashaqqat haasil thaa aab-o-daana