SEARCH RESULTS
Showing search results for "توسل"
Nazm MATCHES FOR "توسل"
Nazm
gandhi-jayanti par
bane hindostaa.n ke vaaste vo rahbar-e-kaamil
tavassul se unhii ke paa.ii ham ne apnii KHud manzil
kanval Dibaivi
Nazm
tera KHat
aisaa lagtaa hai tiraa KHat nahii.n tuu aaya hai
is tavassul se tasavvur me.n tujhe paayaa hai
Zafar Sambhali
Nazm
nashat-e-umid
tol kar gar dekhiye us kii KHushii
ko.ii KHushii is ko na pahu.nche kabhii
Altaf Hussain Hali
Nazm
un ka jashn-e-sal-girah
fitrat na.e jazbaat ke dar khol rahii hai
miizaan-e-javaanii me.n use taul rahii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
gul-e-rangin
ye talaash-e-muttasil sham-e-jahaa.n-afroz hai
tausan-e-idraak-e-insaa.n ko KHiraam-aamoz hai
Allama Iqbal
Nazm
doshiza malan
fitrat ne tol tol ke chashm-e-qubuul me.n
saaraa chaman nicho.D diyaa ek phuul me.n
Kaifi Azmi
Nazm
aaj aur kal
merii baa.nho.n ne jo dekhe the sunahre sapne
tuu ne sone kii taraazuu me.n unhe.n tol diyaa
Qateel Shifai
Nazm
abr
nihaa.n hu.aa jo ruKH-e-mehr zer-e-daaman-e-abr
havaa-e-sard bhii aa.ii savaar tausan-e-abr
Allama Iqbal
Nazm
mulamma ki anguThi
merii sii kahaa.n chaashnii meraa saa kahaa.n ra.ng
vo mol me.n aur tol me.n mere nahii.n paassa.ng
Ismail Merathi
Nazm
agar aurat kama sakti to
naa-KHush tamaam baato.n ko
insaaf ke pal.De me.n taul saktaa
Bushra Saeed
Nazm
qaid se najat
zaad-e-raah-e-safar tavakkul hai
rahnumaa.ii ko us kii Gaffaarii