SEARCH RESULTS
Showing search results for "خواہ"
Nazm MATCHES FOR "خواہ"
Nazm
aadmi-nama
masjid bhii aadmii ne banaa.ii hai yaa.n miyaa.n
bante hai.n aadmii hii imaam aur KHutba-KHvaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
26 january
aa.o ki aaj Gaur kare.n is savaal par
dekhe the ham ne jo vo hasii.n KHvaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
muflisi
har aan TuuT pa.Dtaa hai roTii ke KHvaan par
jis tarah kutte la.Dte hai.n ik ustuKHvaan par
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hubb-e-watan
ai dil ai banda-e-vatan hoshiyaar
KHvaab-e-Gaflat se ho zaraa bedaar
Altaf Hussain Hali
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
kii hai ye bandish zehn-e-rasaa ne
ko.ii maane KHvaah na maane
Akbar Allahabadi
Nazm
ai dil-e-betab Thahar
ye giraa.n-baarii-e-aadaab bhii uTh jaa.egii
KHvaah zanjiir chhanaktii hii chhanaktii hii rahe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
munajat-e-bewa
bekas kaa Gam-KHvaar hai tuu hii
burii banii kaa yaar hai tuu hii
Altaf Hussain Hali
Nazm
jis roz qaza aaegi
kis tarah aa.egii jis roz qazaa aa.egii
KHvaah qaatil kii tarah aa.e ki mahbuub-sifat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ustad
KHvaah saarii umr us ke paa.nv dho dho kar piye
aadmii se haq adaa hotaa hai kab ustaad kaa
Faiz Ludhianvi
Nazm
hubb-e-watan
ek kaa ek ho gayaa bad-KHvaah
lagii Gairo.n kii tum pe pa.Dne nigaah
Altaf Hussain Hali
Nazm
saman diwali ka
unho.n ne khaayaa hai is din ke vaaste hai udhaar
kahe hai ha.ns ke qaraz-KHvaah se har ik ik baar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
chamche ki dua
chaTpaTii baat mirii garm masaala ho jaa.e
KHvaah jantaa kaa mire dam se divaalaa ho jaa.e
Asrar jamayee
Nazm
dard-e-dil
mast huu.n hubb-e-vatan se ko.ii mai-KHvaar nahii.n
mujh ko maGrib kii numaa.ish se sarokaar nahii.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
tazmin bar-sher-e-saib
قيامت ہے کہ فطرت سو گئي اہل گلستاں کي
نہ ہے بيدار دل پيري، نہ ہمت خواہ برنائي
Allama Iqbal
Nazm
holi
sab ham-nashiin hasb-e-dil-KHvaah apne le kar
chaalaak chust kaafir gumraah apne le kar