SEARCH RESULTS
Showing search results for "پذیرائی"
Nazm MATCHES FOR "پذیرائی"
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
aslaha de ke jo dushman kii paziiraa.ii hai
ham vafaadaar nahii.n tuu bhii to harjaa.ii hai
Khalid Irfan
Nazm
mere pas kya kuchh nahin
aur paziiraa.ii kii dil-nashii.n muskuraahaT se
bharaa rahtaa huu.n
Abrar Ahmad
Nazm
ye KHala pur na hua
yaa harf-e-tasallii se ise ''jism'' banaa.e.n
aur phir maut kii vaarafta paziiraa.ii kare.n?
Noon Meem Rashid
Nazm
taqrib-e-ru-numai
sajii thii bazm-e-paziiraa.ii ek hotel me.n
jahaa.n gulaab se chehre to the gulaab nahii.n
Khalid Irfan
Nazm
pas-e-taqrib-e-mulaqat
tamkanat vaalii adaa.o.n me.n anokhaa saa niyaaz
mujtanib aa.nkho.n me.n ik aks paziiraa.ii kaa
Abdul Ahad Saaz
Nazm
pahla patthar
justujuu ek baguule ke anaasir chhaane
shauq-e-rusvaa kii paziiraa.ii ke huu.n afsaane
Musavvir Sabzwari
Nazm
9
aa.nkho.n me.n ik ajiib shanaasaa.ii thii magar
gahraa.iyo.n me.n dil kii paziiraa.ii thii magar
Zeeshan Sahil
Nazm
ai ruKH-e-yar idhar dekh zara
ek be-naam se rishte ko paziiraa.ii de
ab to ik lams-e-masiihaa.ii de
Salman Basit
Nazm
hijr ki andhi raaten
haa.e jazbaat kii mayyat pe paziiraa.ii hai
kyaa yahii mai.n ne vafaa.o.n kii jazaa paa.ii hai
Ejazulhaq Shahab
Nazm
etiraf
baar ho jaa.n pe to paimaan-e-rifaaqat kaisaa
bojh huu.n dil pe to jazbo.n kii paziiraa.ii kyuu.n