SEARCH RESULTS
Showing search results for "پیوست"
Nazm MATCHES FOR "پیوست"
Nazm
hasan kuza-gar (1)
ki jis se abhii tak hai paivast us kaa vajuud
us kii jaa.n us kaa paikar
Noon Meem Rashid
Nazm
sham
jis ne aafaaq pe phailaayaa hai yuu.n sehr kaa daam
daaman-e-vaqt se paivast hai yuu.n daaman-e-shaam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
inqalab
hayaat-baKHsh taraane asiir hai.n kab se
guluu-e-zehra me.n paivast tiir hai.n kab se hai
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
madh
vaa.n siina-e-aGyaar me.n paivast hu.e tiir
garmii bhii hai ThanDak bhii ravaanii bhii sakuu.n bhii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
siyasi leader ke nam
saal-haa-saal ye be-aasraa jak.De hu.e haath
raat ke saKHt o siyah siine mai.n paivast rahe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
doshiza malan
rindaan-e-mast aur bhii sarmast ho ga.e
tharraa ke ho.nT jaam me.n paivast ho ga.e
Kaifi Azmi
Nazm
ye ek mohabbat hai
ye ek tiir hai
jo zinda rahne vaalo.n ke dil me.n hamesha paivast rahtaa hai
Zeeshan Sahil
Nazm
naqsh-bar-ab
tiir nafrat kaa rahaa kartaa hai dil me.n paivast
sham.a ye tiirgii-e-Gam me.n bhii taabinda rahe
Ada Jafarey
Nazm
main aur tum
dashboard pe dharii bhaap u.Daatii
hamaare labo.n me.n paivast hone ko be-qaraar
Maimoona Abbas Khan
Nazm
tiflan ki to kuchh taqsir na thi
paivast-e-jigar ilzaam bahut
ye nazr-e-karam kyuu.n hai pur-nam?
Fahmida Riaz
Nazm
mir
sair ke qaabil hai dil sad-paara us naKHchiir kaa
jis ke har Tuk.De me.n ho paivast paikaa.n tiir kaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
ek sitara aadarsh ka
kiil sii dahliiz me.n paivast ye kaisii chamak hai
dhuul ajraam-e-falak kii
Shafiq Fatima Shera
Nazm
anar-kali
lafz tiiro.n kii tarah u.Dte hu.e
siina-e-ehsaas me.n paivast hote hai.n magar
Yusuf Zafar
Nazm
to aisa kyun nahin karte
zamii.n kii narmiyo.n ko dekh kar apnii ja.De.n paivast kartaa hai
magar tum ye na kar paa.e
Bashar Nawaz
Nazm
pat-jhaD
ye marg-e-naa-gahaa.n apnaa nasiiba thaa
magar ik tiir jaise aaj bhii paivast ho dil me.n