SEARCH RESULTS
Showing search results for "کمخاب"
Nazm MATCHES FOR "کمخاب"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
resham o atlas o kamKHaab me.n bunvaa.e hu.e
jaa-ba-jaa bikte hu.e kuucha-o-baazaar me.n jism
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
26 january
be-kas barahnagii ko kafan tak nahii.n nasiib
vo va.ada-haa-e-atlas-o-kim-KHvaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaj ki baaten kal ke sapne
Gair se resham-o-kam-KHvaab kii raahat paa kar
tuu mujhe yaad bhii aa.egii to kyaa aa.egii
Qateel Shifai
Nazm
jashn-e-id
kisii ne atlas-o-kamKHvaab kii qabaa pahnii
kisii ne chaak-e-garebaa.n kisii ne zaKHm siye
Shakeb Jalali
Nazm
pand-nama
din hai faulaad-e-sa.ng teG-e-alam
raat kam-KHvaab pa.nkhu.Dii shabnam
Josh Malihabadi
Nazm
fana
kap.De jahaa.n talak hai.n sapiida o siyah numuu.n
kim-KHvaab taash baadila kis kis kaa naam luu.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
aap-biti
na kahii.n atlas-o-kamKHvaab na diibaa-o-hariir
har taraf mu.nh ko basore hu.e jaise taqdiir
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
ishrat-e-tanhai
ek ik jism pe ho atlas o kam-KHvaab o samor
ab ye baat aur hai KHud chaak-garebaa.n huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
paigham eid
husn hai pairahan-e-atlas-o-kamKHvaab liye
eid aa.ii hai mohabbat kaa nayaa baab liye
Hafeez Banarasi
Nazm
aaj aur kal
kaa.np uThtaa hai tahii-dast javaano.n kaa Guruur
husn jab resham-o-kam-KHvaab me.n tal jaataa hai
Qateel Shifai
Nazm
madam
nashsha-e-naaz javaanii me.n sharaabor adaa
jism zauq-e-guhar atlas-o-kamKHvaab liye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
anjaane jaziron par
ashrafii boTii vaale kam-KHvaab kaa
sarbaar bhii adaa karnaa hotaa hai
Shamim Alvi
Nazm
faqa-masti aur zawal-e-sharafat
shabnam-o-kamKHaab kii jo taab laa sakte na the
un ko khaddar bhii nahii.n hotaa faraaham haa.e haa.e
Sareer Kabiri
Nazm
aadat
chaahe vo resham-o-kam-KHvaab kii poshaak me.n ho
chaahe vo mahlo.n me.n ho